Ek Swarg Hain - Amba lyrics | Amba - Ek Swarg Hain lyrics

Ek Swarg Hain is a hindi song from the 1990 movie Amba. Ek Swarg Hain singers are Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manhar Udhas, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar. Ek Swarg Hain composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Ek Swarg Hain lyricist or song writer is Anand Bakshi. Ek Swarg Hain music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Ek Swarg Hain features Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri. Ek Swarg Hain director is and the producer is . The audio of Ek Swarg Hain song was released on 10th August, 1990 by T-Series. Ek Swarg Hain YouTube video song can be watched above.


Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Aasma ke swarg se
Sundar swarg ye hamara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Aasma ke swarg se
Sundar swarg ye hamara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par


Oo ho ye sari duniya kahati hain
Is ghar mein amba rahti hain
Is ghar mein amba rahti hain
Mat samjho ek makan hain ye
Devi ma ka vardan hain ye
Is baat ka sabko dhyan rahe
Is dharti unchi shan rahe
Humko ma tera kahana
Jan se bhi pyara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par


Meri aisi bahu aise bache
Sanjog hain mere kitne achhe
Sanjog hain mere kitne achhe
Ma tu hum sabki mata hain
Tujhe kon jiyada bhata hain
Is ghar ki shan hain tum sabse
Meri jaan mein jaan hain tum sabse
Koi dil ka hai tukada
Koi aankh ka tara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par


Sapno ke dip jalo
Aao pyar ki jyot jagao
Aisi hai ye pyar ki jyoti
Jo kabhi bhi kam na hoti
Oo ho ye rat hai dipo wali
Mana hain aaj diwali
Mata teri mamta ka
Ye sara ujiyara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hai
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par


Ho din aaya bada ye rangila
Din aaya bada ye rangila
Rang bikhar gaya nila pila
Ho mat chhed ha mat chhed
Qayamat kar dugi
Teri ma se shikayat kar dugi
Teri ma se shikayat kar dugi
Tohar ye logo holi ka
Ya khel hai aankh micholi ka
Pakaduga main pichhe doaduga
Bhabhi tujhe rang ke chhoduga
Ankhiya kaha hain devar ji
Kaha ye ishara hain
Ankhiya kaha hain devar ji
Kaha ye ishara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Aasma ke swarg se
Sundar swarg ye hamara hain
Waha jane kya hain kya nahin hain
Yaha ghar hamara hain
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par
Ek swarg hain aasman par
Ek swarg hain dharti par.



Movie/album: Amba
Singers: Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manhar Udhas, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: T-Series
Starring: Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri
Release on: 10th August, 1990
1. Who is the music director of the song Ek Swarg Hain
Ans: Ek Swarg Hain song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Ek Swarg Hain
Ans: Ek Swarg Hain song singers are Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manhar Udhas, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Ek Swarg Hain
Ans: Ek Swarg Hain song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Ek Swarg Hain
Ans: Ek Swarg Hain song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Ek Swarg Hain
Ans: Ek Swarg Hain song is from Amba
6. Who wrote the song Ek Swarg Hain
Ans: Ek Swarg Hain song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Amba

1
Maa Ka Man

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

2
Aurat Zaat Mard Se

Kishore Kumar

3
Sherowali Mata Ka

Kavita Krishnamurthy, Sukhwinder Singh, Suresh Wadkar

4
Sun Meri Shehzaadi

Alka Yagnik, Mohammed Aziz

5
Laga Ragda

Alka Yagnik, Mohammed Aziz