Hogi Ishq Dee - Hum Sab Chor Hain lyrics | Hum Sab Chor Hain - Hogi Ishq Dee lyrics

Hogi Ishq Dee is a hindi song from the 1995 movie Hum Sab Chor Hain. Hogi Ishq Dee singers are Abhijeet Bhattacharya, Aroon Bakshi, Udit Narayan. Hogi Ishq Dee composer is Bappi Lahiri and Hogi Ishq Dee lyricist or song writer is Nawab Arzoo. Hogi Ishq Dee music director is Bappi Lahiri. Hogi Ishq Dee features Vikas Anand, Aparajita, Birbal, Gajendra Chouhan, Dharmendra, Puneet Issar, Jeetendra, Mohan Joshi, Reema Lagoo, Sujata Mehta, Ram Mohan,, Anil Nagrath, Yunus Parvez, Kamal Sadanah, Ram P. Sethi, Girja Shankar, Aashif Sheikh, Ritu Shivpuri, Upasna Singh, Tiku Talsania, Shraddha Verma. Hogi Ishq Dee director is and the producer is . The audio of Hogi Ishq Dee song was released on 27th October, 1995 by Saregama. Hogi Ishq Dee YouTube video song can be watched above.


Hogi ishq dee wo barsat
Hum tum bheeg jaayenge
Dil ne dil se ki baat
Hum tum bheeg jaayenge
Hoth gulabi chhu ke
Nain sharabi pee ke
Hoth gulabi chhu ke
Nain sharabi pee ke
Nashe mein hogi raat
Hum tum bheeg jaayenge
Hum tum bheeg jaayenge
Hogi ishq dee wo barsat
Hum tum bheeg jaayenge
Dil ne dil se ki baat
Hum tum bheeg jaayenge
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq


Ishq nasha hai ishq jawani
Ye hai ek rangin kahani
Ishq to hai dariya ki rubani
Ye do dil ki prem kahani
Jaam utha hotho se laga le
Husn se milke ishq jaga le
Are ishq mujhe apni takat se
Ishq mujhe dil ki rahat se
Hoye moti milan ke pyar de
Choli pasarle do din ki zindadi
Had se gujaar le
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq
Ishq hawa ka jhoka
Iss ko hai kisne roka
Ishq hawa ka jhoka
Iss ko hai kisne roka
Ye rab dee saugat
Hum tum bheeg jaayenge
Hum tum bheeg jaayenge
Hogi ishq dee wo barsat
Hum tum bheeg jaayenge
Dil ne dil se ki baat
Hum tum bheeg jaayenge
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq


Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq
Chhin le badh ke jaam usi ka
Duniya mein hai naam usi ka
Shis mahel mein rehne wale
Patthar ko dusman na bana le
Rok sake na mujhe zamana
Tune abhi mujhe na pahechana
Tu hai katara main hu samandar
Tu kya lega mujhse takkar
Hoye nadaan apni khair mana le
Sanse bacha le
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq
Kal mile ya na mile
Daur chale ya na chale
Kal mile ya na mile
Daur chale ya na chale
Yaad rahe mulakat
Hum tum bheeg jaayenge
Hum tum bheeg jaayenge


Hogi ishq dee wo barsat
Hum tum bheeg jaayenge
Dil ne dil se ki baat
Hum tum bheeg jaayenge
Hoth gulabi chhu ke
Nain sharabi pee ke
Hoth gulabi chhu ke
Nain sharabi pee ke
Nashe mein hogi raat
Hum tum bheeg jaayenge
Hum tum bheeg jaayenge
Hogi ishq dee wo barsat
Hum tum bheeg jaayenge
Dil ne dil se ki baat
Hum tum bheeg jaayenge
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq.



Movie/album: Hum Sab Chor Hain
Singers: Abhijeet Bhattacharya, Aroon Bakshi, Udit Narayan
Song Lyricists: Nawab Arzoo
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: Saregama
Starring: Vikas Anand, Aparajita, Birbal, Gajendra Chouhan, Dharmendra, Puneet Issar, Jeetendra, Mohan Joshi, Reema Lagoo, Sujata Mehta, Ram Mohan,, Anil Nagrath, Yunus Parvez, Kamal Sadanah, Ram P. Sethi, Girja Shankar, Aashif Sheikh, Ritu Shivpuri, Upasna Singh, Tiku Talsania, Shraddha Verma
Release on: 27th October, 1995
1. Who is the music director of the song Hogi Ishq Dee
Ans: Hogi Ishq Dee song music director is Bappi Lahiri
2. Who is/are the singer/singers of the song Hogi Ishq Dee
Ans: Hogi Ishq Dee song singers are Abhijeet Bhattacharya, Aroon Bakshi, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Hogi Ishq Dee
Ans: Hogi Ishq Dee song composer is Bappi Lahiri
4. Who is the Lyricist of the song Hogi Ishq Dee
Ans: Hogi Ishq Dee song lyricist is Nawab Arzoo
5. What is the movie of the song Hogi Ishq Dee
Ans: Hogi Ishq Dee song is from Hum Sab Chor Hain
6. Who wrote the song Hogi Ishq Dee
Ans: Hogi Ishq Dee song is written by Nawab Arzoo

Find other songs in - Hum Sab Chor Hain

1
Tota Se Lag Gaye

Ila Arun, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu

2
Meri Biwi Laakhon

Alka Yagnik, Vinod Rathod

3
Tere Mere Pyar Ka

Sadhana Sargam, Udit Narayan

4
Sona Sona Chand Sa

Abhijeet Bhattacharya, Aroon Bakshi, Kavita Krishnamurthy

5
Saanwali Saloni

Alka Yagnik, Kumar Sanu