Jawani Ka Guzra Zamana - Waqt Ki Deewar lyrics | Waqt Ki Deewar - Jawani Ka Guzra Zamana lyrics

Jawani Ka Guzra Zamana is a hindi song from the 1981 movie Waqt Ki Deewar. Jawani Ka Guzra Zamana singers are Asha Bhosle, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Jawani Ka Guzra Zamana composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Jawani Ka Guzra Zamana lyricist or song writer is Anjaan. Jawani Ka Guzra Zamana music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Jawani Ka Guzra Zamana features Sanjeev Kumar, Jeetendra, Sulakshana Pandit, Neetu Singh. Jawani Ka Guzra Zamana director is and the producer is . The audio of Jawani Ka Guzra Zamana song was released on 23rd January, 1981 by Polydor. Jawani Ka Guzra Zamana YouTube video song can be watched above.


Jawani ka guzra zamana
Jawani ka guzra zamana
Mujhe yad aane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai


Mera mehman walla hai
Meri jan walla
Ho gaya kurban walla
Kya maja aane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai


Mera mehboob allah
Mila kya khub allah
Gaya dil dub allah
Kya nasha chhane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai


Kya chand utra jami pe
Kya rat hai ilahi
Kya rat hai ilahi
Humko mila jo woh teri
Saugat hai ya ilahi
Rukh e roshan se
Utha jo parda
Tere jalwo se ye mera
Dil ye jagmagane laga
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai


Yu apni basti me lake
Na chhed bate banake
Na chhed bate banake
Ab sharam kaisi tujhe mai
Laya hu dulhan banake
Mai to sharmau haye mari jau
Mera deewana sanam
Ye kya sitam dhane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai


Allah nagar se bachaye
Jodi lage kitni pyari
Jodi lage kitni pyari
Humpe rahe tera chhaya
Bas ye dua hai hamari
Ya khuda maine jo dua mangi
Meri dua ka aaj asar aane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai
Jawani ka guzra zamana
Mujhe yad aane laga hai
Jadu sa chhane laga hai
Dil gungunane laga hai
Dil gungunane laga hai.



Movie/album: Waqt Ki Deewar
Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Polydor
Starring: Sanjeev Kumar, Jeetendra, Sulakshana Pandit, Neetu Singh
Release on: 23rd January, 1981
1. Who is the music director of the song Jawani Ka Guzra Zamana
Ans: Jawani Ka Guzra Zamana song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Jawani Ka Guzra Zamana
Ans: Jawani Ka Guzra Zamana song singers are Asha Bhosle, Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
3. Who is the Composer of the song Jawani Ka Guzra Zamana
Ans: Jawani Ka Guzra Zamana song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Jawani Ka Guzra Zamana
Ans: Jawani Ka Guzra Zamana song lyricist is Anjaan
5. What is the movie of the song Jawani Ka Guzra Zamana
Ans: Jawani Ka Guzra Zamana song is from Waqt Ki Deewar
6. Who wrote the song Jawani Ka Guzra Zamana
Ans: Jawani Ka Guzra Zamana song is written by Anjaan

Find other songs in - Waqt Ki Deewar

1
Khel Tamaashe Wali

Asha Bhosle

2
Mann Chahi Ladki

Asha Bhosle, Kishore Kumar

3
Chal Cinema Dekhne Ko

Asha Bhosle, Kishore Kumar

4
Aye Yaar Teri Yaari

Kishore Kumar, Mohammed Rafi