Tu Ladka Hai London Ka - Chaand Kaa Tukdaa lyrics | Chaand Kaa Tukdaa - Tu Ladka Hai London Ka lyrics

Tu Ladka Hai London Ka is a hindi song from the 1994 movie Chaand Kaa Tukdaa. Tu Ladka Hai London Ka singers are Asha Bhosle, Vipin Sachdeva. Tu Ladka Hai London Ka composer is Kishore Sharma, Mahesh Sharma and Tu Ladka Hai London Ka lyricist or song writer is Saawan Kumar Tak. Tu Ladka Hai London Ka music director is Kishore Sharma, Mahesh Sharma. Tu Ladka Hai London Ka features Salman Khan, Sridevi, Shatrughan Sinha, Anupam Kher. Tu Ladka Hai London Ka director is and the producer is . The audio of Tu Ladka Hai London Ka song was released on 19th August, 1994 by Weston Music. Tu Ladka Hai London Ka YouTube video song can be watched above.


Tu ladka hai londan ka
Main ladki hindustani
Tu ladka hai londan ka
Main ladki hindustani
Teri meri nahi banegi
Koi prem kahani,
Ja dilbar jani,
Ja jadilbar jani, oye
Ja dilbar jani,
Haye roop ki rani
Main ladka hu londan ka oye
Tu sun ladki deewani, haye
Main ladka hu londan ka
Tu sun ladki deewani
Chir ke sina dekh le mera
Dil hai hindustani
O roop ki rani,
Haye roop ki rani
O roop ki rani,
Ja ja dilbar jani


Dur desh se aaya hu,
Pyar bhara dil laya hu
Dur desh se aaya hu,
Pyar bhara dil laya hu
Dulhan tujhe banane ka
Aankho mein sapana laya hu
Oo chand ke tukade
Oo chand ke tukade ha
Kar de na kar aanakani
Oo roop ki rani,
Haye roop ki rani
Oo roop ki rani,
Ja ja dilbar jani
Tu ladka hai londan ka
Main ladki hindustani
Teri meri nahi banegi
Koi prem kahani
Ja dilbar jani,
Ja ja dilbar jani


Tu chadata suraj hai babu
Sham huyi dhal jayega
Tu chadata suraj hai babu
Sham huyi dhal jayega
Phulo ka ras pike bhawara
Chupke se ud jayega
Mujhe samjh na pyare
Mujhe samjh na pyare
Bholi bhali main hu sabki nani
Ja dilbar jani, ja dilbar jani
Arey, ja ja ja ja jani
Haye roop ki rani
Main ladka hu londan ka
Tu sun ladki deewani,
Chir ke sina dekh le mera
Dil hai hindustani, oo
Roop ki rani, haye roop ki rani


Mere hath mein ek rekha hai
Jis pe tera naam likha hai
Mere hath mein ek rekha hai
Jis pe tera naam likha hai
Lekin mere dil pe to bas
Sham ka naam likha hai
Sham ka naam likha hai
Radha sham se, oye
Radha sham se, badkar
Hogi apni prem kahani
O roop ki rani, haye roop ki rani
Ja dilbar jani, ja ja dilbar jani
O  roop ki rani,
Haye haye roop ki rani
Hoye ja ja ja ja ja jani
Ja dilbar jani,
Aaja roop ki rani
Ja ja dilbar jani,
Aaja aaja roop ki rani
Arey ja dilbar jani.



Movie/album: Chaand Kaa Tukdaa
Singers: Asha Bhosle, Vipin Sachdeva
Song Lyricists: Saawan Kumar Tak
Music Composer: Kishore Sharma, Mahesh Sharma
Music Director: Kishore Sharma, Mahesh Sharma
Music Label: Weston Music
Starring: Salman Khan, Sridevi, Shatrughan Sinha, Anupam Kher
Release on: 19th August, 1994
1. Who is the music director of the song Tu Ladka Hai London Ka
Ans: Tu Ladka Hai London Ka song music director is Kishore Sharma, Mahesh Sharma
2. Who is/are the singer/singers of the song Tu Ladka Hai London Ka
Ans: Tu Ladka Hai London Ka song singers are Asha Bhosle, Vipin Sachdeva
3. Who is the Composer of the song Tu Ladka Hai London Ka
Ans: Tu Ladka Hai London Ka song composer is Kishore Sharma, Mahesh Sharma
4. Who is the Lyricist of the song Tu Ladka Hai London Ka
Ans: Tu Ladka Hai London Ka song lyricist is Saawan Kumar Tak
5. What is the movie of the song Tu Ladka Hai London Ka
Ans: Tu Ladka Hai London Ka song is from Chaand Kaa Tukdaa
6. Who wrote the song Tu Ladka Hai London Ka
Ans: Tu Ladka Hai London Ka song is written by Saawan Kumar Tak

Find other songs in - Chaand Kaa Tukdaa

1
Aaja Lootere

Asha Bhosle

2
Jo Peete Nahi Sharab

Asha Bhosle, Jolly Mukherjee

3
I Am Very Very Sorry

Lata Mangeshkar, Vipin Sachdeva

4
Dil Deewana Dhoond

Lata Mangeshkar, Vipin Sachdeva

5
Darwaza Khula Rakhna

Asha Bhosle

7
Tu Lage Chaand Ka Tukda

Vipin Sachdeva