Aadmi Deewana Hai - Prem Tapasya lyrics | Prem Tapasya - Aadmi Deewana Hai lyrics

Aadmi Deewana Hai is a hindi song from the 1983 movie Prem Tapasya. Aadmi Deewana Hai singer is Shabbir Kumar. Aadmi Deewana Hai composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Aadmi Deewana Hai lyricist or song writer is Anand Bakshi. Aadmi Deewana Hai music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Aadmi Deewana Hai features Jeetendra, Rekha, Reena Roy, Asha Lata, Prem Chopra, Kader Khan. Aadmi Deewana Hai director is and the producer is . The audio of Aadmi Deewana Hai song was released on 15th April, 1983 by Saregama. Aadmi Deewana Hai YouTube video song can be watched above.


Aadmi deewana hai atbar karta hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai
Waqt bhi kabhi kisi ka intzar karta hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai


Thodi si haqikat hai thoda sa fasana hai
Or kya hai jindagi or kya jamana hai
Aadmi deewana hai deewana hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai


Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye
Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye
Achhe bure sare din ek din gujar gaye
Ek sawari aayi thi ek sawari aayegi
Jindagi jo layi thi maut leke jayegi
Jindagi jo layi thi maut leke jayegi
Aadmi deewana hai deewana hai


Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai
Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai
Thoda sa jo gum nahi to har khushi adhuri hai
Ek din marize gum khud masiha ban gaya
Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya
Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya
Aadmi deewana hai deewana hai


Kya janaja hota hai kya barat hoti hai
Kya janaja hota hai kya barat hoti hai
Log jama hote hai ek hi bat hoti hai
Panghat se marghat tak sath mela jayega
Jo akela aaya hai aaya hai
Jo akela aaya hai wo akela jayega
Jo akela aaya hai wo akela jayega
Jo akela aaya hai wo akela jayega.



Movie/album: Prem Tapasya
Singers: Shabbir Kumar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Jeetendra, Rekha, Reena Roy, Asha Lata, Prem Chopra, Kader Khan
Release on: 15th April, 1983
1. Who is the music director of the song Aadmi Deewana Hai
Ans: Aadmi Deewana Hai song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Aadmi Deewana Hai
Ans: Aadmi Deewana Hai song singer is Shabbir Kumar
3. Who is the Composer of the song Aadmi Deewana Hai
Ans: Aadmi Deewana Hai song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Aadmi Deewana Hai
Ans: Aadmi Deewana Hai song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Aadmi Deewana Hai
Ans: Aadmi Deewana Hai song is from Prem Tapasya
6. Who wrote the song Aadmi Deewana Hai
Ans: Aadmi Deewana Hai song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Prem Tapasya

1
Shaam Hai Kuchh Khoi Khoi

Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar

2
Raqassa Raqs Kar

Asha Bhosle, Shabbir Kumar

3
Devi Kuchh To Bolo

Asha Bhosle, Kishore Kumar

4