Aaya Tere Dar Par - Veer-Zaara lyrics | Veer-Zaara - Aaya Tere Dar Par lyrics

Aaya Tere Dar Par is a hindi song from the 2004 movie Veer-Zaara. Aaya Tere Dar Par singers are Ahmed Hussain, Mohammad Hussain. Aaya Tere Dar Par composer is Madan Mohan Kohli and Aaya Tere Dar Par lyricist or song writer is Javed Akhtar. Aaya Tere Dar Par music director is Madan Mohan Kohli. Aaya Tere Dar Par features Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji. Aaya Tere Dar Par director is and the producer is . The audio of Aaya Tere Dar Par song was released on 12th November, 2004 by YRF Music. Aaya Tere Dar Par YouTube video song can be watched above.


Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa.. Aa..
Jo bandishein thi
Zamaane ki tod aaya hoon
Main tere vaaste duniya
Ko chhod aaya hoon
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya hoon aaya aaya tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera deewana tera
Deewana tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera deewana tera
Tera deewana deewana
Tera deewana tera tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Ye hai tera hi saudaayi
Ye hai tera hi shahdaayi
Ye hai tera hi saudaayi
Ye hai tera hi shahdaayi
Tere ishq mein hai isse mar jaana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aa…. Aa…. Aa…


Tera jalwa jo paaun
Main har gham bhool jaaun
Tera jalwa jo main paaun
Main toh har gham bhool jaaun
Ye aansoo jo hai behte
Bas itna hai ye kehte
Kahaan tu aur kahaan
Main paraaya hoon yahaan main
Aa… karam itna agar
Ho ki mujh par ik nazar ho
Karam itna agar ho ki
Mujh par ik nazar ho
Jaan-o-dil vaar doon
Main zindagi haar doon main
Jaise shama pe marta hai parvaana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya aa…… aa…. Aa….
Aaya tere dar par tera hi deewana
Aaya tere dar par tera hi deewana
Deewana tera deewana tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera aa deewana tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera
Aaya tere dar par deewana
Deewana deewana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana


Ye sitam ka rivaaj kyun hai
Jaisa hai ye samaaj kyun hai
Ye duniya ki hai rasmein
Main hoon ab inke bas mein
Ye jo duniya ki hai rasmein
Main hoon ab inke hi bas mein
Na poochho kya gila hai
Mujhe gham kyun mila hai
Tumhein main kya bataaun
Mohabbat jurm hai kyun
Koyi rota hai kyun aisa hota hai kyun
Kyun dil se har ek hai anjaana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Ye kis maahol mein ham hain
Khushi ke bhes mein gham hain
Kisse apna kahe kisse beghaana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aa…… aa……
Aaya kis mod pe mera afsana
Aaya kis mod pe mera afsana
Afsana mera afsana mera
Afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Aaya kis mod pe
Afsana afsana afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana.



Movie/album: Veer-Zaara
Singers: Ahmed Hussain, Mohammad Hussain
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: Madan Mohan Kohli
Music Director: Madan Mohan Kohli
Music Label: YRF Music
Starring: Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji
Release on: 12th November, 2004
1. Who is the music director of the song Aaya Tere Dar Par
Ans: Aaya Tere Dar Par song music director is Madan Mohan Kohli
2. Who is/are the singer/singers of the song Aaya Tere Dar Par
Ans: Aaya Tere Dar Par song singers are Ahmed Hussain, Mohammad Hussain
3. Who is the Composer of the song Aaya Tere Dar Par
Ans: Aaya Tere Dar Par song composer is Madan Mohan Kohli
4. Who is the Lyricist of the song Aaya Tere Dar Par
Ans: Aaya Tere Dar Par song lyricist is Javed Akhtar
5. What is the movie of the song Aaya Tere Dar Par
Ans: Aaya Tere Dar Par song is from Veer-Zaara
6. Who wrote the song Aaya Tere Dar Par
Ans: Aaya Tere Dar Par song is written by Javed Akhtar

Find other songs in - Veer-Zaara

1
Jaane Kyun

Lata Mangeshkar

2
Tum Paas Aa Raahein Ho

Jagjit Singh, Lata Mangeshkar

3
Lodi

Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Udit Narayan

4
Hum To Bhai Jaise

Lata Mangeshkar

5
Kyun Hawa

Lata Mangeshkar, Sonu Nigam

6
Do Pal

Lata Mangeshkar, Sonu Nigam

7
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan

Lata Mangeshkar, Udit Narayan

8
Aisa Des Hai Mera

Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Pritha Mazumdar, Udit Narayan

9
Main Yahan Hoon

Udit Narayan

10
Tere Liye

Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod