Adawat Ko Mohabbat - Bambai Ka Maharaja lyrics | Bambai Ka Maharaja - Adawat Ko Mohabbat lyrics

Adawat Ko Mohabbat is a hindi song from the 1980 movie Bambai Ka Maharaja. Adawat Ko Mohabbat singer is Suresh Wadkar. Adawat Ko Mohabbat composer is Usha Khanna and Adawat Ko Mohabbat lyricist or song writer is Anjaan. Adawat Ko Mohabbat music director is Usha Khanna. Adawat Ko Mohabbat features Shakti Kapoor, Kulbhushan Kharbanda, Raj Kiran. Adawat Ko Mohabbat director is and the producer is . The audio of Adawat Ko Mohabbat song was released on 31st December, 1980 by Saregama. Adawat Ko Mohabbat YouTube video song can be watched above.


Adawat ko mohabbat
Dusmani ko dosti di hai
Arab ke noor ne sare
Jaha ko roshni di hai
Madine ki madine ki madine ki
Madine ki galio se aawaz aayi
Madine ki galio se aawaz aayi
Mohammad ke jalwo se roshan khudai
Mohammad ke jalwo se roshan khudai
Ha madine ki ho madine ki
Madine ki galio se aawaz aayi
Madine ki galio se aawaz aayi
Ha madine ki galio se aawaz aayi


Teri har bat noorani
Teri har bat noorani
Tera paygam kurbani
Tera paygam kurbani
Mahakte geshuo wale mahakte
Mahakte geshuo wale
Mahakte geshuo wale
Mahakte geshuo wale
Mahakte geshuo wale
Ha ha ji geshuo wale
Teri dunia hai diwani
Teri dunia hai diwani
Tu yar khuda dildar khuda
Jalwa hai tera didare khuda
Darbar tera darbare khuda
Darbar tera darbare khuda
Tu yar khuda dildar khuda
Jalwa hai tera didare khuda
Darbar tera darbare khuda
Darbar tera darbare khuda


Ye do dosto ki hasi dosti hai
Chupa hai koi koi jalwanuma hai
Shariyat na roke mai saf kah du
Shariyat na roke mai saf kah du
Shariyat na roke to mai saf kah du
Khuda hai mohammad
Mohammad khuda hai
Khuda hai mohammad
Mohammad khuda hai
Azano se sari fiza jagmagaye
Azano se sari fiza jagmagaye
Madine ki ho madine ki
Madine ki galiyo se aawaz aayi
Madine ki galiyo se aawaz aayi
Ha madine ki galiyo se aawaz aayi


Ye dunia aani jani hai
Yaha har chiz fani hai
Yaha har chiz fani hai
Jo aata hai wo jata hai
Jo jata hai rulata hai
Safar me jindgani hai
Adhuri har kahani hai
Adhuri har kahani hai
Ye hasti ek dhere hai
Saray me basera hai
Izzat sohrat daulat azmat
Aate jate saye
Tere alawa saha madina
Koi kam na aaye
O aaka koi kam na aaye
Data koi kam na aaye
Maula koi kam na aaye


Andhero ne ghera hai parda uthade
Tere pas aaya hu rashta dikhade
Tere pas aaya hu rashta dikhade
Tere nam se sara aalam hai roshan
Meri teera bhakti ko bhi jagmagade
Meri teera bhakti ko bhi jagmagade
Nafrat ki kali dunia me
Leke ujala aaya
Maula dunia ke dukh dard mitane
Kamli wala aaya
Mera kamli wala aaya
Tera kamli wala aaya
Sabka kamli wala aaya
Ander me jaise kiran muskurai
Mohammad ke jalwo se roshan khudai
Ha madine ki ho madine ki
Madine ki galiyo se aawaz aayi
Madine ki galiyo se aawaz aayi
Ha madine ki galiyo se aawaz aayi


Chirage noor rabba ni allah
Nahi tera koi sani allah
Sahara besaharo ka allah
Dilasha gum ke maro ka allah
Hanima dai ke pale allah
Arab ke bakario wale allah
Juba kuran hai teri allah
Sariyat shan hai teri allah


Tere dar pe jo aaye
Wo tera ho jaye
Chahe kaisi bhi aafat ho
Us par aach na aaye
Jo tujhse lau lagata hai
Khuda usko bachata hai
Khuda usko bachata hai
Khuda usko bachata hai
Khuda usko bachata hai
Khuda usko bachata hai
Khuda usko bachata hai
Khuda usko bachata hai
Khuda usko bachata hai
Tera majhab mohabbat hai
Sharafat hai sadakat hai
Auro ke liye jo jeet hai
Auro ke liye jo marta hai
Wo sahibe iman hota hai
Wo sachi ibadat karta hai
Har gum ki dawa arman hai tera
Har dil ka suku roza hai tera
Aye shahe umag sartaje haram
Teri bhi taraf ho chasme karam
Jaha me hai roshan teri dilrubai
Mohammad ke jalwo se roshan khudai
Ha madine ki ho madine ki
Madine ki galiyo se aawaz aayi
Madine ki galiyo se aawaz aayi
Ha madine ki galiyo se aawaz aayi.



Movie/album: Bambai Ka Maharaja
Singers: Suresh Wadkar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Usha Khanna
Music Director: Usha Khanna
Music Label: Saregama
Starring: Shakti Kapoor, Kulbhushan Kharbanda, Raj Kiran
Release on: 31st December, 1980
1. Who is the music director of the song Adawat Ko Mohabbat
Ans: Adawat Ko Mohabbat song music director is Usha Khanna
2. Who is/are the singer/singers of the song Adawat Ko Mohabbat
Ans: Adawat Ko Mohabbat song singer is Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Adawat Ko Mohabbat
Ans: Adawat Ko Mohabbat song composer is Usha Khanna
4. Who is the Lyricist of the song Adawat Ko Mohabbat
Ans: Adawat Ko Mohabbat song lyricist is Anjaan
5. What is the movie of the song Adawat Ko Mohabbat
Ans: Adawat Ko Mohabbat song is from Bambai Ka Maharaja
6. Who wrote the song Adawat Ko Mohabbat
Ans: Adawat Ko Mohabbat song is written by Anjaan

Find other songs in - Bambai Ka Maharaja

4
Mil Gaya Mil Gaya

Amit Kumar, Asha Bhosle

5
Bam Bam Bhole Baba

Kishore Kumar