Chand Kya Hai - Dhamkee lyrics | Dhamkee - Chand Kya Hai lyrics

Chand Kya Hai is a hindi song from the 1973 movie Dhamkee. Chand Kya Hai singers are Asha Bhosle, Kishore Kumar. Chand Kya Hai composer is Ganesh and Chand Kya Hai lyricist or song writer is Asad Bhopali. Chand Kya Hai music director is Ganesh. Chand Kya Hai features Vinod Khanna, Kumkum, Yogita Bali, Ranjeet, Helen, Subhash Ghai. Chand Kya Hai director is and the producer is . The audio of Chand Kya Hai song was released on null by Saregama. Chand Kya Hai YouTube video song can be watched above.


Chand kya hai rup ka darpan
Are rup kya hai preet ka angan
Preet kya hai dil ki dhadkan
Chand kya hai rup ka darpan
Are rup kya hai preet ka angan
Preet kya hai dil ki dhadkan


Jab se tum sang preet lagai
Jab se tum sang preet lagai
Hamko ek pal nind na aayi
Rani ho rani
Meri nas nas le angadayi
Du mai sari rat duhai
Raja ho raja
Kaho na rat ki sari kahani
Rat kya hai nind ki chilman
Nind kya hai hosh ki dusman
Hosh kya hai deewanapan
Chand kya hai rup ka darpan
Are rup kya hai preet ka angan
Preet kya hai dil ki dhadkan


Rat ko apna chand pyara
Ho rat ko apna chand pyara
Mujhko pyara pyar tumhara
Raja ho raja
Sagar ki hai jan kinara
Meri jan hai pyar tumhara
Rani ho rani
Aji hum jante hai tum batao
Jan ka hai sans ka bandhan
Sans kya hai aas ka jiwan
Aas kya hai chand si dulhan
Chand kya hai rup ka darpan
Are rup kya hai preet ka angan
Preet kya hai dil ki dhadkan
Chand kya rup ka
Are rup kya preet ka
Preet kya dil ki dhadkan.



Movie/album: Dhamkee
Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists: Asad Bhopali
Music Composer: Ganesh
Music Director: Ganesh
Music Label: Saregama
Starring: Vinod Khanna, Kumkum, Yogita Bali, Ranjeet, Helen, Subhash Ghai
Release on: null
1. Who is the music director of the song Chand Kya Hai
Ans: Chand Kya Hai song music director is Ganesh
2. Who is/are the singer/singers of the song Chand Kya Hai
Ans: Chand Kya Hai song singers are Asha Bhosle, Kishore Kumar
3. Who is the Composer of the song Chand Kya Hai
Ans: Chand Kya Hai song composer is Ganesh
4. Who is the Lyricist of the song Chand Kya Hai
Ans: Chand Kya Hai song lyricist is Asad Bhopali
5. What is the movie of the song Chand Kya Hai
Ans: Chand Kya Hai song is from Dhamkee
6. Who wrote the song Chand Kya Hai
Ans: Chand Kya Hai song is written by Asad Bhopali

Find other songs in - Dhamkee

1
Yaaro Mujhe Pine Do

Asha Bhosle

2
Kaun Wafadar Hai

Asha Bhosle, Usha Mangeshkar

3
Kali Se Nazaron Se

Kishore Kumar

4
Hum Safar Gham Na Kar

Asha Bhosle, Usha Mangeshkar