Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain - Dil Diya Dard Liya lyrics | Dil Diya Dard Liya - Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain lyrics

Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain is a hindi song from the 1966 movie Dil Diya Dard Liya. Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain singer is Asha Bhosle. Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain composer is Naushad Ali and Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain lyricist or song writer is Shakeel Badayuni. Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain music director is Naushad Ali. Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain features Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Pran. Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain director is and the producer is . The audio of Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain song was released on 16th July, 1966 by Saregama. Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain YouTube video song can be watched above.


Haa aa aa aa
Dil haarne waale aur bhi hain
Sarkaar deewaane
Aur bhi hain ain
Dil haarne waale aur bhi hain
Sarkaar deewaane aur bhi hain
Hum par hi chale kyun teer-e- nazar
Hum par hi chale kyun teer-e-nazar
Mehfil mein nishaane aur bhi hain


Ulfat ki ajab ye ae manzil hai
Aaa aa aa aa ab dekhiye
Kyaa kyaa kyaa
Hota hai ae ae ae
Ummeed ke gunchhe khilte hain
Ummeed ke gunchhe khilte hain
Yaa khoon-e- tamanna
Haaa haaa aaa
Yaa khoon-e-tamanna hotaa hai
Ho khair muhabbatwaalon ki ee ee
Ho khair muhabbatwaalon ki
Dushwaar zamaane aur bhi hain
Dil haarnewaale aur bhi hain
Sarkaar deewaane aur bhi hain


Dil ne to chupaayee
Laakh magar
Seene mein qayaamat
Chhupp na saki ee ee ee
Aankhon ne bharam sab khol diye
Wallah muhabbat chhupp na saki
Aankhon ne bharam sab haaaan haaa
Aankhon ne bharam sab khol diye
Wallah mohabbat chhupp na saki
Sab dekhnewaale jaan gaye ae ae ae
Sab dekhnewaale jaan gaye
Kuchch dil ke fasaane aur bhi hain
Hum par hi chale kyun teer-e-nazar
Mehfil mein nishaane aur bhi hain


Nazrein hon kissi par saaqi ki
Mehfil se koi mehroom utthe
Ik nagma- e-ulfat woh hi nahin
Ik nagma- e-ulfat woh hi nahin
Sunkar jisse duniyaa jhoom utthe
Dil gaaye magar aaawaaz na ho
Aaa aaa aaa aaa
Dil gaaye magar aawaaz na ho
Kuchch aise taraane aur bhi hain
Hum par hi chale kyun teer-e-nazar
Mehfil mein nishaane aur bhi hain.



Movie/album: Dil Diya Dard Liya
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Music Label: Saregama
Starring: Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Pran
Release on: 16th July, 1966
1. Who is the music director of the song Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain
Ans: Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain song music director is Naushad Ali
2. Who is/are the singer/singers of the song Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain
Ans: Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain song singer is Asha Bhosle
3. Who is the Composer of the song Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain
Ans: Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain song composer is Naushad Ali
4. Who is the Lyricist of the song Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain
Ans: Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain song lyricist is Shakeel Badayuni
5. What is the movie of the song Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain
Ans: Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain song is from Dil Diya Dard Liya
6. Who wrote the song Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain
Ans: Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain song is written by Shakeel Badayuni

Find other songs in - Dil Diya Dard Liya

1
Wadiye Ishq Se

Altaf Raja

2
Kya Range Mehfil Hai

Lata Mangeshkar

3
Sawan Aaye Ya Na

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

4
Uthi Uthi Yeh Nigahen

Asha Bhosle

5
Phir Teri Kahani Yaad Aayee

Lata Mangeshkar

7
Guzare Hai Aaj Ishq Mein

Mohammed Rafi

8