Jab Raat Hai Aisi Matwaali - Mughal-E-Azam lyrics | Mughal-E-Azam - Jab Raat Hai Aisi Matwaali lyrics

Jab Raat Hai Aisi Matwaali is a hindi song from the 1960 movie Mughal-E-Azam. Jab Raat Hai Aisi Matwaali singer is Lata Mangeshkar. Jab Raat Hai Aisi Matwaali composer is Naushad Ali and Jab Raat Hai Aisi Matwaali lyricist or song writer is Shakeel Badayuni. Jab Raat Hai Aisi Matwaali music director is Naushad Ali. Jab Raat Hai Aisi Matwaali features Prithviraj Kapoor, Dilip Kumar, Madhubala, Durga Khote. Jab Raat Hai Aisi Matwaali director is and the producer is . The audio of Jab Raat Hai Aisi Matwaali song was released on 5th August, 1960 by Saregama. Jab Raat Hai Aisi Matwaali YouTube video song can be watched above.


Ye dil ki lagi kam kya hogi
Ye ishq bhala kam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga


Naghmon se barasti hai masti
Chhalke hain khushi ke paimaane
Chhalke hain khushi ke paimaane
Aaj aisi bahare aayi hain
Kal din me banenge afsaane
Kal din me banenge afsaane
Ab isse zyada aur haseen
Ye pyaar ka mausam kya hoga
Ab isse zyada aur haseen
Ye pyaar ka mausam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga


Ye aaj ka rang aur ye mehfil
Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai
Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai
Aankhon me qayaamat ke jalwe
Seene me tadapta pyaar bhi hai
Seene me tadapta pyaar bhi hai
Is rang me koi jee le agar
Marne ka usse gham kya hoga
Is rang me koi jee le agar
Marne ka usse gham kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga


Haalat hai ajab deewano ki
Ab khair nahin parwaano ki
Ab khair nahin parwaano ki
Anjaame muhabbat kya kahiye
Lay badhne lagi armaano ki
Lay badhne lagi armaano ki
Aise me jo paayal toot gayi
Phir ai mere hamdam kya hoga
Aise me jo paayal toot gayi
Phir ai mere hamdam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga.



Movie/album: Mughal-E-Azam
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Music Label: Saregama
Starring: Prithviraj Kapoor, Dilip Kumar, Madhubala, Durga Khote
Release on: 5th August, 1960
1. Who is the music director of the song Jab Raat Hai Aisi Matwaali
Ans: Jab Raat Hai Aisi Matwaali song music director is Naushad Ali
2. Who is/are the singer/singers of the song Jab Raat Hai Aisi Matwaali
Ans: Jab Raat Hai Aisi Matwaali song singer is Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Jab Raat Hai Aisi Matwaali
Ans: Jab Raat Hai Aisi Matwaali song composer is Naushad Ali
4. Who is the Lyricist of the song Jab Raat Hai Aisi Matwaali
Ans: Jab Raat Hai Aisi Matwaali song lyricist is Shakeel Badayuni
5. What is the movie of the song Jab Raat Hai Aisi Matwaali
Ans: Jab Raat Hai Aisi Matwaali song is from Mughal-E-Azam
6. Who wrote the song Jab Raat Hai Aisi Matwaali
Ans: Jab Raat Hai Aisi Matwaali song is written by Shakeel Badayuni

Find other songs in - Mughal-E-Azam

1
Prem Jogan Ban Ke

Ustad Bade Ghulam Ali Khan

2
Ae Ishq

Lata Mangeshkar

3
Yeh Dil Ki Lagi Kya Hogi

Lata Mangeshkar

4
Khuda Nigehbaan Ho Tumhara

Lata Mangeshkar

5
Teri Mehfil Mein Kismat Aazma Ker

Lata Mangeshkar, Shamshad Begum

6
Mohe Panghat Pe

Lata Mangeshkar

8
Pyaar Kiya To Darna Kiya

Lata Mangeshkar

9
Hame Kaash Tumse

Lata Mangeshkar

10
Bekas Pe Karam Kijiye

Lata Mangeshkar

11
Ae Mohabbat Zindabad

Mohammed Rafi