Main Bani Hu Sirf Tere Liye - Kanoon lyrics | Kanoon - Main Bani Hu Sirf Tere Liye lyrics

Main Bani Hu Sirf Tere Liye is a hindi song from the 1994 movie Kanoon. Main Bani Hu Sirf Tere Liye singers are Kumar Sanu, Lata Mangeshkar. Main Bani Hu Sirf Tere Liye composer is Raamlaxman (Vijay Patil) and Main Bani Hu Sirf Tere Liye lyricist or song writer is Faaiz Anwar. Main Bani Hu Sirf Tere Liye music director is Raamlaxman (Vijay Patil). Main Bani Hu Sirf Tere Liye features Ajay Devgn, Urmila Matondkar, Kiran Kumar, Gulshan Grover, Alok Nath, Reema Lagoo, Yunus Parvez, Johny Lever, Asha Sharma, Arun Govil, Master Ajay Nagrath, Prem Chopra. Main Bani Hu Sirf Tere Liye director is and the producer is . The audio of Main Bani Hu Sirf Tere Liye song was released on 1st April, 1994 by Tips Music. Main Bani Hu Sirf Tere Liye YouTube video song can be watched above.


Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main to jism hu meri jaan tu
Main to jism hu meri jaan tu
Tere bin to meri gujar nahi
Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi


Meri dhadkano pe likhi hai jo
Tu hai pyar ki wahi dasta
Meri dhadkano pe likhi hai jo
Tu hai pyar ki wahi dasta
Kaha jaunga tujhe chod kar
Tera dil to hai mera aashiya
Sari umar yuhi milenge hum
Sari umar yuhi milenge hum
Hame is jaha ka to dar nahi
Mai bana hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main to jism hu meri jaan tu
Main to jism hu meri jaan tu
Tere bin to meri gujar nahi
Main bana hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi


Meri sanso mein hai mahak teri
Meri khwahisho pe tu cha gayi
Meri sanso mein hai mahak teri
Meri khwahisho pe tu cha gayi
Tere hatho ki lakiro mein
Meri zindgani sama gayi
Mujhe tujhse ab jo kare juda
Mujhe tujhse ab jo kare juda
Ye khudai mein bhi asar nahi
Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main bani hu sirf tere liye
Mujhe aur kuch to khabar nahi
Main to jism hu meri jaan tu
Main to jism hu meri jaan tu
Tere bin to meri gujar nahi.



Movie/album: Kanoon
Singers: Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Faaiz Anwar
Music Composer: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Label: Tips Music
Starring: Ajay Devgn, Urmila Matondkar, Kiran Kumar, Gulshan Grover, Alok Nath, Reema Lagoo, Yunus Parvez, Johny Lever, Asha Sharma, Arun Govil, Master Ajay Nagrath, Prem Chopra
Release on: 1st April, 1994
1. Who is the music director of the song Main Bani Hu Sirf Tere Liye
Ans: Main Bani Hu Sirf Tere Liye song music director is Raamlaxman (Vijay Patil)
2. Who is/are the singer/singers of the song Main Bani Hu Sirf Tere Liye
Ans: Main Bani Hu Sirf Tere Liye song singers are Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Main Bani Hu Sirf Tere Liye
Ans: Main Bani Hu Sirf Tere Liye song composer is Raamlaxman (Vijay Patil)
4. Who is the Lyricist of the song Main Bani Hu Sirf Tere Liye
Ans: Main Bani Hu Sirf Tere Liye song lyricist is Faaiz Anwar
5. What is the movie of the song Main Bani Hu Sirf Tere Liye
Ans: Main Bani Hu Sirf Tere Liye song is from Kanoon
6. Who wrote the song Main Bani Hu Sirf Tere Liye
Ans: Main Bani Hu Sirf Tere Liye song is written by Faaiz Anwar

Find other songs in - Kanoon

1
Tut Gaya Ek Taara Man Ka

Shyam Kumar, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

2
Suno Fariyaad Meri

Nirmala Devi

3
Sainyya Khade More

Nirmala Devi

4
Ek Dil Tera Ek Dil Mera

Shyam Kumar, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

5
Aa More Saiyaan Jiya

Nirmala Devi

6
Bolo Bolo Re Sajanwa

Nirmala Devi

7
Ek Tu Ho Ek Main

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

8
Aaye Jawani Jaaye

Shyam, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

9
Madhosh Dil Hai

Vikas Bali, Vinod Rathod

10
Balma Arzi Meri

Lata Mangeshkar

11
Mere Dil Pe Kiye

S. P. Balasubrahmanyam

12
Kya Khata Hai

Kumar Sanu, Lata Mangeshkar

13
Jack And Jill

Kumar Sanu, Lata Mangeshkar

14
Tujhe Lift Car Mein De Doon

Kumar Sanu, Lata Mangeshkar