Mere Dil Mein Aayiye - Dholak lyrics | Dholak - Mere Dil Mein Aayiye lyrics

Mere Dil Mein Aayiye is a hindi song from the 1951 movie Dholak. Mere Dil Mein Aayiye singer is Shamshad Begum. Mere Dil Mein Aayiye composer is Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) and Mere Dil Mein Aayiye lyricist or song writer is Aziz Kashmiri. Mere Dil Mein Aayiye music director is Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). Mere Dil Mein Aayiye features Ajit, Amir Banu, Kathana. Mere Dil Mein Aayiye director is and the producer is . The audio of Mere Dil Mein Aayiye song was released on 1st July, 1951 by Saregama. Mere Dil Mein Aayiye YouTube video song can be watched above.


Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chaahe jahaan bas jaayiye
Mere dil me aayiye
Meri nazar mein aayiye


Mere dil se kheliye
Marzi agar hai aapki
Mere dil se kheliye
Marzi agar hai aapki
Aayiye ke meri duniya
Muntazir hai aapki
Aap ko meri kasam
Ab aur na sharmaayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chaahe jahaan bas jaayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye


Maar daalegi hamen
Ye berukhi acchi nahi
Acchi nahi
Aapke sar ki kasam
Ye dillagi acchi nahin
Bin kahe aa jaayiye
Ab aur na tadpaayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye


Kya khabar hai ye haseen
Raatein rahen ya na rahen
Madbhari aankhon ki barkha
Phir rahein yaa na rahen
Muskuraate aayiye
Muskuraate jaayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chahe jahaan bas jaayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar me aayiye.



Movie/album: Dholak
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Aziz Kashmiri
Music Composer: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Director: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Label: Saregama
Starring: Ajit, Amir Banu, Kathana
Release on: 1st July, 1951
1. Who is the music director of the song Mere Dil Mein Aayiye
Ans: Mere Dil Mein Aayiye song music director is Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
2. Who is/are the singer/singers of the song Mere Dil Mein Aayiye
Ans: Mere Dil Mein Aayiye song singer is Shamshad Begum
3. Who is the Composer of the song Mere Dil Mein Aayiye
Ans: Mere Dil Mein Aayiye song composer is Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
4. Who is the Lyricist of the song Mere Dil Mein Aayiye
Ans: Mere Dil Mein Aayiye song lyricist is Aziz Kashmiri
5. What is the movie of the song Mere Dil Mein Aayiye
Ans: Mere Dil Mein Aayiye song is from Dholak
6. Who wrote the song Mere Dil Mein Aayiye
Ans: Mere Dil Mein Aayiye song is written by Aziz Kashmiri

Find other songs in - Dholak

1
Mausam Aaya Hai Rangeen

Satish Batra, Sulochana Kadam

2
Ek Pal Ruk Jaana Sarkar

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

3
Chand Ki Sundar Nagri Mein

Mohammed Rafi, Uma Devi Khatri (Tun tun)

4
Aise Rasiya Ka

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

5
Chori Chori Aag Si

Satish Batra, Sulochana Kadam

6
Magar Aye Haseenayein Bekhabar

Mohammed Rafi, Sulochana Kadam

8
Halla Gulla Lai La

Mohammed Rafi, Satish Batra, Shamshad Begum