Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine - Hamari Yaad Aayegi lyrics | Hamari Yaad Aayegi - Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine lyrics

Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine is a hindi song from the 1961 movie Hamari Yaad Aayegi. Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine composer is Snehal Bhatkar and Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine lyricist or song writer is Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma). Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine music director is Snehal Bhatkar. Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine features Ashok Sharma, Tanuja, Anand Kumar, Dube , Sujata, Madhvi. Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine director is and the producer is . The audio of Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine song was released on null by Saregama. Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine YouTube video song can be watched above.


Sochta hun yeh kya kiya maine
Sochta hun yeh kya kiya maine
Kya ye sar dard le liyaa maine
Kya ye sar dard le liyaa maine


Sochti hun yeh kya kiya maine
Kyo ye sar dard le liyaa maine
Kyo ye sar dard le liyaa maine
Sochti hun


Kaun hai ye kahaan se aai hai
Ye to apani nahi paraai hai
Aisi chachal sharir aur jhuthi
Phir bhi dil ko ye aisi bhaai hai
Haath haatho mein le liyaa maine
Dil-e-naadaa ye kyaa kiya maine
Sochta hun


Dekh kar yu woh muskuraayaa kyu
Dekh kar yu woh muskuraayaa kyu
Muskuraayaa thaa paas aayaa kyu
Naak itani si naap itanaa saa
Phir bhi meri nazar ko bhaayaa kyu
Isako arpan kiya hiya maine
Dil-e-naadaa ye kyaa kiya maine


Raat din ishq kaa jo ronaa thaa
Lijiye ho gayaa jo honaa thaa
Ye jo qaafir dhadak rahaa hai yahaan
Is ne ek din mujhe dubonaa thaa
Dil-e-naadaa ye kyaa kiya maine
Jo kiya thik hi kiya maine
Dil kaa raushan kiya diyaa maine
Sochta hun yeh kya kiya maine.Movie/album: Hamari Yaad Aayegi
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Music Composer: Snehal Bhatkar
Music Director: Snehal Bhatkar
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Sharma, Tanuja, Anand Kumar, Dube , Sujata, Madhvi
Release on: null
1. Who is the music director of the song Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine
Ans: Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine song music director is Snehal Bhatkar
2. Who is/are the singer/singers of the song Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine
Ans: Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine song singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine
Ans: Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine song composer is Snehal Bhatkar
4. Who is the Lyricist of the song Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine
Ans: Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine song lyricist is Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
5. What is the movie of the song Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine
Ans: Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine song is from Hamari Yaad Aayegi
6. Who wrote the song Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine
Ans: Sochta Hun Yeh Kya Kiya Maine song is written by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)

Find other songs in - Hamari Yaad Aayegi

1
Kabhi To Pura Tol Praani

Mubarak Begum

2
Dil Tod Ke

Suman Kalyanpur

3
Chail Chabila Chokhra

Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

4
Farishton Ki Nagri Mein

Mubarak Begum, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

5
Jawan Mohabbat Haseen Ankhon

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

6
Ankhon Mein Teri Yaad Liye

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

7
Kabhi Tanhaiyon Mein

Mubarak Begum