Teri Hasti Hain Kya - Loha lyrics | Loha - Teri Hasti Hain Kya lyrics

Teri Hasti Hain Kya is a hindi song from the 1987 movie Loha. Teri Hasti Hain Kya singers are Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar. Teri Hasti Hain Kya composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Teri Hasti Hain Kya lyricist or song writer is Farooq Qaiser. Teri Hasti Hain Kya music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Teri Hasti Hain Kya features Dharmendra, Shatrughan Sinha, Karan Kapoor, Madhavi, Mandakini, Amrish Puri. Teri Hasti Hain Kya director is and the producer is . The audio of Teri Hasti Hain Kya song was released on 23rd January, 1987 by T-Series. Teri Hasti Hain Kya YouTube video song can be watched above.


Teri hasti hain kya jo mitayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Jhukayega kya jhukayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Sans jab tak hain hum to nachege
Aans jab tak hain hum to nachege
Jisne paida kiya woh bachayega
Jisne paida kiya woh bachayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega teri hasti hain kya


Apne ghunghruki kasam
Nachate jayenge hum
Jaan jaye ke rahe
Ab na rokenge kadam
Lagi tan man mein
Agan ab yeh karegi jalan
Kamp jayegi zameen
Sar zuka dega gagan
Ghum udthana likha hain
Muqaddar mein
Dil jalana likha hain
Muqaddar mein
Uski margi hain tu kya nachayeja
Uski margi hain tu kya nachayeja
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega teri hasti hain kya


Tere sar pe chadha joothi takat ka nasha
Tukjhko malum nahin hal kya hoga tera
Hai tera naam bura hain tera kam bura
Yaad rakh hoga yahi tera anzam bura
Khali jata nahin var aaho ka
Tujhko badla milega gunaho ka
Nav kagaz ki kab tak chalayega
Nav kagaz ki kab tak chalayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega teri hasti hain kya


Khun bahta hain jaha aag lagti hain waha
Aaj julmo ka tere fesla hoga yaha
Bachke jayega na tu chain payega na tu
Rang lata hain sada ye gunaho ka lahu
Aasma wala insaf karta hain
Aasma wala insaf karta hain
Jisne jaisa kiya waisa phal ta hain
Ghar ka deepak hi ghar ko jalayega
Ghar ka deepak hi ghar ko jalayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Teri hasti hain kya jo mitayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega
Sar garibo ka tu kya jhukayega
Kya jhukayega.



Movie/album: Loha
Singers: Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar
Song Lyricists: Farooq Qaiser
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: T-Series
Starring: Dharmendra, Shatrughan Sinha, Karan Kapoor, Madhavi, Mandakini, Amrish Puri
Release on: 23rd January, 1987
1. Who is the music director of the song Teri Hasti Hain Kya
Ans: Teri Hasti Hain Kya song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Teri Hasti Hain Kya
Ans: Teri Hasti Hain Kya song singers are Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar
3. Who is the Composer of the song Teri Hasti Hain Kya
Ans: Teri Hasti Hain Kya song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Teri Hasti Hain Kya
Ans: Teri Hasti Hain Kya song lyricist is Farooq Qaiser
5. What is the movie of the song Teri Hasti Hain Kya
Ans: Teri Hasti Hain Kya song is from Loha
6. Who wrote the song Teri Hasti Hain Kya
Ans: Teri Hasti Hain Kya song is written by Farooq Qaiser

Find other songs in - Loha

1
Patli Kamar Lambe Baal

Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy

2
Saat Talon Mein Rakh

Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy

3
Teri Behna Se Dosti

Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)

4
Pee Le Pee Le Peene Wale

Sushma Shrestha (Poornima), Vinod Rathod

5
Main Kachi Kali

Suneeta Rao

6
Toot Gaya Dil

Kumar Sanu

7
Door Na Jao Ji

Shweta Shetty