Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai - Dil Pardesi Ho Gayaa lyrics | Dil Pardesi Ho Gayaa - Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai lyrics

Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai is a hindi song from the 2003 movie Dil Pardesi Ho Gayaa. Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai singer is Udit Narayan. Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai composer is Usha Khanna and Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai lyricist or song writer is Saawan Kumar Tak. Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai music director is Usha Khanna. Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai features Kapil Jhaveri, Saloni Aswani, Amrish Puri. Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai director is and the producer is . The audio of Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai song was released on 12th December, 2003 by Shemaroo Entertainment. Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai YouTube video song can be watched above.


Ye taazgi ye naazuki ye saadgi
tu kaun kahaan se aayi hai
Ye husn kahaan se laayi hai
Tu kaun kahaan se aayi hai
Ye husn kahaan se laayi hai
tera noor nahin insano saa
Kya khuda se milkar aayi hai
Kya khuda se milkar aayi hai


Teri aankhen baatein karti hain
Jaise lahrein baatein karti hain
Kya guzar hua hai gulshan se
Yaa phoolon se nahaa ke aayi hai
tera noor nahin insano saa
Kya khuda se milkar aayi hai
Kya khuda se milkar aayi hai


Amrit kaa ras honton mein bharaa
Kya paakiza hai naam tera
Dhadkan ki tarah se chalti hai
Kya dil bankar aayi hai
tera noor nahin insano saa
Kya khuda se milkar aayi hai
Kya khuda se milkar aayi hai


Is jahaan mein kiski amaanat hai
Tu kiske dil ki mohabbat hai
Hai kaun nasibon wala jiski
Tu dulhan bankar aayi hai
tera noor nahin insano saa
Kya khuda se milkar aayi hai
Kya khuda se milkar aayi hai
Tu kaun kahaan se aayi hai
Ye husn kahaan se laayi hai
tera noor nahin insano saa
Kya khuda se milkar aayi hai
Kya khuda se milkar aayi hai.Singers: Udit Narayan
Song Lyricists: Saawan Kumar Tak
Music Composer: Usha Khanna
Music Director: Usha Khanna
Music Label: Shemaroo Entertainment
Starring: Kapil Jhaveri, Saloni Aswani, Amrish Puri
Release on: 12th December, 2003
1. Who is the music director of the song Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai
Ans: Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai song music director is Usha Khanna
2. Who is/are the singer/singers of the song Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai
Ans: Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai song singer is Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai
Ans: Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai song composer is Usha Khanna
4. Who is the Lyricist of the song Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai
Ans: Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai song lyricist is Saawan Kumar Tak
5. What is the movie of the song Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai
Ans: Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai song is from Dil Pardesi Ho Gayaa
6. Who wrote the song Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai
Ans: Tu Kaun Kahaan Se Aayi Hai song is written by Saawan Kumar Tak

Find other songs in - Dil Pardesi Ho Gayaa

1
O Shahido O Shahido

Sonu Nigam

2
Mubarkan Mubarkan Mubarkan

Sunidhi Chauhan

3
Kudrat Ne Bakhsha Tha Hamko

Sunidhi Chauhan, Udit Narayan

4
Karachi Nahi Javangi

Sunidhi Chauhan

5
Toh Chham Chham Nachungee Mai

Alka Yagnik, Udit Narayan

6
Aaj Hamne Aapke Liye

Preeti & Pinky, Sudesh Bhonsle

7
Dil Pardesi Ho Gaya (Title)

Alka Yagnik, Sonu Nigam