Yeh Pyaar Kya Hai - Gupt: The Hidden Truth lyrics | Gupt: The Hidden Truth - Yeh Pyaar Kya Hai lyrics

Yeh Pyaar Kya Hai is a hindi song from the 1997 movie Gupt: The Hidden Truth. Yeh Pyaar Kya Hai singers are Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu. Yeh Pyaar Kya Hai composer is Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) and Yeh Pyaar Kya Hai lyricist or song writer is Anand Bakshi. Yeh Pyaar Kya Hai music director is Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah). Yeh Pyaar Kya Hai features Bobby Deol, Manisha Koirala, Kajol. Yeh Pyaar Kya Hai director is and the producer is . The audio of Yeh Pyaar Kya Hai song was released on 15th August, 1997 by Tips Music. Yeh Pyaar Kya Hai YouTube video song can be watched above.


Aiya ya ya ya……..


Yeh pyar kya hai
Kisi ne naa jana
Yeh pyar kya hai
Kisi ne naa jana
Sab ki juban pe
Magar yeh fasana
Jadu hai yeh kya pata,
Kab kis pe yeh chal gaya
Shola hai yeh kya khabar,
Kab kiska dil jal gaya
Yeh pyar kya hai
Kisi ne naa jana
Sab ki juban pe
Magar yeh fasana


Pehle jara dil tham lo
Pehle jara dil tham lo,
Phir pyar kaa nam lo
Naa kuchh kaho naa
Kuchh suno,
Aankho se yeh kam lo
Sab ke liye pyar kaa,
Yeh phul khilta nahi
Sab ko magar pyar kaa,
Yeh gham bhi milta nahi
Yeh pyar kya hai
Kisi ne naa jana
Sab ki juban pe
Magar yeh fasana


Aiya ya ya ya……..


Iss pyar me dil pe kabhi
Iss pyar me dil pe kabhi,
Kuchh jor chalta nahi
Iss dil me jo bas jaye woh,
Dil se nikalta nahi
Kuchh log toh har ke,
Kya kuchh nahi kar gaye
Unaka bhi toh nam lo,
Chupke se jo mar gaye
Yeh pyar kya hai
Kisi ne naa jana
Sab ki juban pe
Magar yeh fasana


Jadu hai yeh kya pata,
Kab kis pe yeh chal gaya
Shola hai yeh kya khabar,
Kab kiska dil jal gaya
Yeh pyar kya hai
Kisi ne naa jana
Sab ki juban pe
Magar yeh fasana.Singers: Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Music Director: Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Music Label: Tips Music
Starring: Bobby Deol, Manisha Koirala, Kajol
Release on: 15th August, 1997
1. Who is the music director of the song Yeh Pyaar Kya Hai
Ans: Yeh Pyaar Kya Hai song music director is Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
2. Who is/are the singer/singers of the song Yeh Pyaar Kya Hai
Ans: Yeh Pyaar Kya Hai song singers are Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
3. Who is the Composer of the song Yeh Pyaar Kya Hai
Ans: Yeh Pyaar Kya Hai song composer is Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
4. Who is the Lyricist of the song Yeh Pyaar Kya Hai
Ans: Yeh Pyaar Kya Hai song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Yeh Pyaar Kya Hai
Ans: Yeh Pyaar Kya Hai song is from Gupt: The Hidden Truth
6. Who wrote the song Yeh Pyaar Kya Hai
Ans: Yeh Pyaar Kya Hai song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Gupt: The Hidden Truth

1
Mere Sanam

Sadhana Sargam, Udit Narayan

2
Yeh Pyasi Mohabbat

Alka Yagnik

3
Mere Khwabon Mein Tu

Alka Yagnik, Kumar Sanu

4
Gupt (Title)

Chetan Shashital, Hema Sardesai, Kavita Krishnamurthy

5
Mushkil Bada Yeh Pyaar Hai

Alka Yagnik, Udit Narayan

6
Duniya Haseeno Ka Mela

Suneeta Rao, Udit Narayan