Aankh Ladi Aur Dil Dhadka - Jaaydaad lyrics | Jaaydaad - Aankh Ladi Aur Dil Dhadka lyrics

Aankh Ladi Aur Dil Dhadka is a hindi song from the 1989 movie Jaaydaad. Aankh Ladi Aur Dil Dhadka singer is Amit Kumar. Aankh Ladi Aur Dil Dhadka composer is Anu Malik and Aankh Ladi Aur Dil Dhadka lyricist or song writer is Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Aankh Ladi Aur Dil Dhadka music director is Anu Malik. Aankh Ladi Aur Dil Dhadka features Shashi Kapoor, Raj Babbar, Madhavi, Anupam Kher, Krishna Chauhan, Nivedita Saraf, Aruna Irani, Satyendra Kapoor, Mac Mohan, Sudhir Dalvi, Paintal, Suhas Joshi,Bharat Kapoor , Gurbachchan Singh, Nafisa Sharm, Rutika, Guddu, Azad, Gagan Gupta, Suresh Bhagwat, Kohli. Aankh Ladi Aur Dil Dhadka director is and the producer is . The audio of Aankh Ladi Aur Dil Dhadka song was released on null by Saregama. Aankh Ladi Aur Dil Dhadka YouTube video song can be watched above.


Dam dam dam dam dam damdam
Dam dam dam damroo baaje
Jhoomein dharti ambar
Are shiv booti ka amrit peekar
Akal huyi chhumantar
Shiv shankar ki jai ho
Shiv shankar ki


Aankh ladi dil dhadka
Pyaar ka shola bhadka
Hey aankh ladi dil dhadka
Pyaar ka shola bhadka
Aankh ladi dil dhadka
Pyaar ka shola bhadka
Hey kali se phool bani jab ladki
Kali se phool bani jab ladki
Kali se phool bani jab ladki
Tod ke le gaya ladka
Kali se phool bani jab ladki
Tod ke le gaya ladka


Hey aankh ladi dil dhadka
Pyaar ka shola bhadka
Aankh ladi dil dhadka
Pyaar ka shola bhadka
Kali se phool bani jab ladki
Kali se phool bani jab ladki
Kali se phool bani jab ladki
Tod ke le gaya ladka
Kali se phool bani jab ladki
Tod ke le gaya ladka


Door na jaao jaani
Lekar bhari jawaani
Door na jaao jaani
Lekar bhari jawaani
Bhar jawaani haay haay..
Jor ke lalchaye
Bhar jawaani haay haay..
Jor ke lalchaye
Sab hain chor chor chor..
Sab hain chor chor chor..
Sab hain chor chor chor..
Jaane kab ho jaaye chori
Jaane kab ho jaaye chori
Jaane kab ho jaaye chori
Lagta hain jee main tadka
Jaane kab ho jaaye chori
Lagta hain jee main tadka


Huyi sayyani jab se
Neend uddi hain tab se
Huyi sayyani jab se
Neend uddi hain tab se
Neend mein sapna bhar le
Yaar se yaari karle
Neend mein sapna bhar le
Yaar se yaari karle
Ghunghat khol khol khol..
Ghunghat khol khol khol..
Ghunghat khol khol khol..
Ghunghat khol khol khol..


Hirani jaisi chaal dikha kar
Hirani jaisi chaal dikha kar
Hirani jaisi chaal dikha kar
Dil mein aag na bhadka
Hirani jaisi chaal dikha kar
Dil mein aag na bhadka
Aankh ladi dil dhadka
Pyaar ka shola bhadka
Aankh ladi dil dhadka
Pyaar ka shola bhadka
Kali se phool bani jab ladki
Hey kali se phool bani jab ladki
Kali se phool bani jab ladki
Tod ke le gaya ladka
Kali se phool bani jab ladki
Tod ke le gaya ladka
Tod ke le gaya ladka
Tod ke le gaya ladka
Tod ke le gaya ladka
Tod ke le gaya ladka.



Movie/album: Jaaydaad
Singers: Amit Kumar
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Raj Babbar, Madhavi, Anupam Kher, Krishna Chauhan, Nivedita Saraf, Aruna Irani, Satyendra Kapoor, Mac Mohan, Sudhir Dalvi, Paintal, Suhas Joshi,Bharat Kapoor , Gurbachchan Singh, Nafisa Sharm, Rutika, Guddu, Azad, Gagan Gupta, Suresh Bhagwat, Kohli
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aankh Ladi Aur Dil Dhadka
Ans: Aankh Ladi Aur Dil Dhadka song music director is Anu Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Aankh Ladi Aur Dil Dhadka
Ans: Aankh Ladi Aur Dil Dhadka song singer is Amit Kumar
3. Who is the Composer of the song Aankh Ladi Aur Dil Dhadka
Ans: Aankh Ladi Aur Dil Dhadka song composer is Anu Malik
4. Who is the Lyricist of the song Aankh Ladi Aur Dil Dhadka
Ans: Aankh Ladi Aur Dil Dhadka song lyricist is Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
5. What is the movie of the song Aankh Ladi Aur Dil Dhadka
Ans: Aankh Ladi Aur Dil Dhadka song is from Jaaydaad
6. Who wrote the song Aankh Ladi Aur Dil Dhadka
Ans: Aankh Ladi Aur Dil Dhadka song is written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Find other songs in - Jaaydaad

2
Yu To Milne Ko Mila

Shabbir Kumar, Usha Khanna

3
Meri Haveli Kachchi

Alka Yagnik