Apna Banakar Tumne - Ghunghat lyrics | Ghunghat - Apna Banakar Tumne lyrics

Apna Banakar Tumne is a hindi song from the 1946 movie Ghunghat. Apna Banakar Tumne singers are Mohammed Rafi, Nirmala Devi. Apna Banakar Tumne composer is Shankar Rao Vyas and Apna Banakar Tumne lyricist or song writer is Ramesh Gupta. Apna Banakar Tumne music director is Shankar Rao Vyas. Apna Banakar Tumne features Leela Mishra. Apna Banakar Tumne director is and the producer is . The audio of Apna Banakar Tumne song was released on null by Columbia Records. Apna Banakar Tumne YouTube video song can be watched above.


Naino se mad madira pilakar
Naino se mad madira pilakar
Tumne haye tumne
Hame mastana kiya
Apna banakar tumne
Hamko duniya se begana kiya
Apna banakar tumne
Hamko duniya se begana kiya


Ye prem hai kya jakar pucho
Koi sama ke us deewane se
Koi sama ke us deewane se
Jalne mein maza aata hai kya
Pucho koi parwane se
Jalne mein maza aata hai kya
Pucho koi parwane se
Hamne to aadesh pe uske
Dil apna nazrana kiya
Dil apna nazrana kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya


Dilwalo hardum haste haste
Dil ka sauda karte hai
Ha dil ka sauda karte hai
Anjaam ki kya parwah unko
Wo nahi maut se darte hai
Anjaam ki kya parwah unko
Wo nahi maut se darte hai
Humne bhi kisi dilbar ke dil se
Aao suna ada na kiya
Aao suna ada na kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya


Kya aan nayi kya shaan nayi
Kya aan nayi kya shaan nayi
Kya ada nirali bato ki
Kya ada nirali bato ki
Nas nas mein bijli daud gayi
Ye harkat hai in hatho ki
Nas nas mein bijli daud gayi
Ye harkat hai in hatho ki
Hum kaap rahe ab tak dekho
Hum kaap rahe ab tak dekho
Itna hamko hairan kiya
Itna hamko hairan kiya
Apna banakar tumne
Ha ha tumne na na tumne
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya
Apna banakar tumne hamko
Duniya se begana kiya.



Movie/album: Ghunghat
Singers: Mohammed Rafi, Nirmala Devi
Song Lyricists: Ramesh Gupta
Music Composer: Shankar Rao Vyas
Music Director: Shankar Rao Vyas
Music Label: Columbia Records
Starring: Leela Mishra
Release on: null
1. Who is the music director of the song Apna Banakar Tumne
Ans: Apna Banakar Tumne song music director is Shankar Rao Vyas
2. Who is/are the singer/singers of the song Apna Banakar Tumne
Ans: Apna Banakar Tumne song singers are Mohammed Rafi, Nirmala Devi
3. Who is the Composer of the song Apna Banakar Tumne
Ans: Apna Banakar Tumne song composer is Shankar Rao Vyas
4. Who is the Lyricist of the song Apna Banakar Tumne
Ans: Apna Banakar Tumne song lyricist is Ramesh Gupta
5. What is the movie of the song Apna Banakar Tumne
Ans: Apna Banakar Tumne song is from Ghunghat
6. Who wrote the song Apna Banakar Tumne
Ans: Apna Banakar Tumne song is written by Ramesh Gupta

Find other songs in - Ghunghat

1
Bahut Mayus Ho Kar

Mohammed Rafi

2
Bhul Ja Apne Geet Purane

Mohammed Rafi, Nirmala Devi

3
Dil Na Kahi Lagana

Asha Bhosle

4
Ye Zindagi Ka Mausam

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

5
6
Kya Kya Nazare Dikhati Hai

Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

7
8
Do Nain Mile

Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

9
10
Meri Pat Raakho Girdhaari

Lata Mangeshkar

11
Laage Na Mora Jiya

Lata Mangeshkar

12