Bhul Hui Kya Mujhse - Lanka Dahan lyrics | Lanka Dahan - Bhul Hui Kya Mujhse lyrics

Bhul Hui Kya Mujhse is a hindi song from the 1952 movie Lanka Dahan. Bhul Hui Kya Mujhse singer is Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Bhul Hui Kya Mujhse composer is Hansraj Behl and Bhul Hui Kya Mujhse lyricist or song writer is S.P. Kalla. Bhul Hui Kya Mujhse music director is Hansraj Behl. Bhul Hui Kya Mujhse features Sapru, Ranjana, Paro, Vija Bali, Ranjit Kumari. Bhul Hui Kya Mujhse director is and the producer is . The audio of Bhul Hui Kya Mujhse song was released on null by Saregama. Bhul Hui Kya Mujhse YouTube video song can be watched above.


Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara


Shiv ka danush tod jab dala
Tab dali maine varmala
Wo kuch pal itne mann bhaye
Kumkum lal gulal udaye
Mann se mann mil ek hue the
Un charno mein apna tan mann vara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara


Raj tilak ka shubh din aaya
Swarg utar dharati par aaya
Jagmag deepak mal sazai
Ghar ghar banj uthi shahenai


Par bhi ye sukh dekh na paya
Bhuje dip aur gir aaya andhiyara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara


Pakar aaghya ram pita ki
Van ko chale nahi chinta ki
Raghukul reet sada chali aaye
Pran jaye par vachan na jahi
Van vanvasi chale tino van
Chhod ayodhya ghar se kiya kinara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara


Bharat charan chhu nir bahaye
Nil kamal jal mein murjhaye
Charan padu ka shish chadaye
Khud sewak ban raaz chalaye


Panchvati mein lene humko
Chhod aa gaye raaz pat ghar saara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara


Ghat pat par hum jo jaate
Kand mol kha samay bitate
Panchvati ke us aangan mein
Sau sau baras bitate van mein


Par na vidhata ko ye bhaya
De na saka ye bhi saath hamara
Likha vidhata kin ghadiyo me
Aisa lekh hamara


Sone ka marg kisne dekha
Kyu langhi dewar ki rekha
Apno se hum door hue hai
Milne se majboor hue hai
Tadap tadap kar rah jayenge
Kaun yaha de dukh mein saath hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Bhul hui kya mujhse bhagawan
Kya hai dosh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara
Likha vidhata kin ghadiyo mein
Aisa lekh hamara.



Movie/album: Lanka Dahan
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Song Lyricists: S.P. Kalla
Music Composer: Hansraj Behl
Music Director: Hansraj Behl
Music Label: Saregama
Starring: Sapru, Ranjana, Paro, Vija Bali, Ranjit Kumari
Release on: null
1. Who is the music director of the song Bhul Hui Kya Mujhse
Ans: Bhul Hui Kya Mujhse song music director is Hansraj Behl
2. Who is/are the singer/singers of the song Bhul Hui Kya Mujhse
Ans: Bhul Hui Kya Mujhse song singer is Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
3. Who is the Composer of the song Bhul Hui Kya Mujhse
Ans: Bhul Hui Kya Mujhse song composer is Hansraj Behl
4. Who is the Lyricist of the song Bhul Hui Kya Mujhse
Ans: Bhul Hui Kya Mujhse song lyricist is S.P. Kalla
5. What is the movie of the song Bhul Hui Kya Mujhse
Ans: Bhul Hui Kya Mujhse song is from Lanka Dahan
6. Who wrote the song Bhul Hui Kya Mujhse
Ans: Bhul Hui Kya Mujhse song is written by S.P. Kalla

Find other songs in - Lanka Dahan

1
Tum Mujhse Shadi Karlo

Devendra Mohan, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Krishna Goyal

2
Geet Jeet Ke Zamin Aasman

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

3
Aaj Gagan Mein Aag

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

4
Basa Le Mann Mandir

Talat Mahmood