Chhota Sa Aadmi Hoon - Chhota Aadmi lyrics | Chhota Aadmi - Chhota Sa Aadmi Hoon lyrics

Chhota Sa Aadmi Hoon is a hindi song from the 1986 movie Chhota Aadmi. Chhota Sa Aadmi Hoon singer is Kishore Kumar. Chhota Sa Aadmi Hoon composer is Mahesh Sharma, Naresh Sharma and Chhota Sa Aadmi Hoon lyricist or song writer is Jainendra Jain. Chhota Sa Aadmi Hoon music director is Mahesh Sharma, Naresh Sharma. Chhota Sa Aadmi Hoon features Naresh Kanodia, Komal Mahuakar, Sriram, Aruna Irani, Nazir Hasain, Jay Shree T. Chhota Sa Aadmi Hoon director is and the producer is . The audio of Chhota Sa Aadmi Hoon song was released on null by Saregama. Chhota Sa Aadmi Hoon YouTube video song can be watched above.


Masti ki ek lahar hoon
Sailab nahin hoon
Sada sa hakiqat hoon
Main khwab nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Masti ki ek lahar hoon
Sailab nahin hoon
Sada sa hakikat hoon
Main khwab nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon


Tinka hawa ke sang akash mein uda
Bola main ho gaya parwat se bhi bada
Tinka hawa ke sang akash mein uda
Bola main ho gaya parwat se bhi bada
Muskurayi dharti khilkhilake nadi has padi
Mit gaya wahi ke jisne baat kabhi ki badi
Bijli giri tinka jala khak hua mit gaya
Toba re meri toba zarra hoon jami par hoon
Aftab nahin hoon
Khus hu ki main jugnu hoon
Mahtab nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon


Phool jo mali ne
Ek dal se khincha
Khilne ka maine kaha
Ye hain natija
Phool jo mali ne
Ek dal se khincha
Khilne ka maine kaha
Ye hain natija
Phool hasa jayada
Bola ki nadan hain tu
Marna to hain sabko
Jeene ki ada jan tu
Dewta ke sar se
Mar ke bhi aa gaya maja
Toba re meri toba
Has has ke khil raha hoon
Betab nahin hoon
Patthar hoon neev ka
Mehrab nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon


Chote se ek gaw se aya hoon main
Pyar ka khajana laya hoon main
Chote se ek gaw se aya hoon main
Pyar ka khajana laya hoon main
Bolo ye khajana main
Chupake kidhar jaunga
Apse mila hai ap hi pe luta jaunga
Khali hath aana hai khali hath jana
Toba re meri toba
Tarif ke to kabil janab nahin hoon
Hakkad hu kalandar hoon
Nawab nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon


Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon
Chhota sa admi hoon
Amitabh nahin hoon.



Movie/album: Chhota Aadmi
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Jainendra Jain
Music Composer: Mahesh Sharma, Naresh Sharma
Music Director: Mahesh Sharma, Naresh Sharma
Music Label: Saregama
Starring: Naresh Kanodia, Komal Mahuakar, Sriram, Aruna Irani, Nazir Hasain, Jay Shree T
Release on: null
1. Who is the music director of the song Chhota Sa Aadmi Hoon
Ans: Chhota Sa Aadmi Hoon song music director is Mahesh Sharma, Naresh Sharma
2. Who is/are the singer/singers of the song Chhota Sa Aadmi Hoon
Ans: Chhota Sa Aadmi Hoon song singer is Kishore Kumar
3. Who is the Composer of the song Chhota Sa Aadmi Hoon
Ans: Chhota Sa Aadmi Hoon song composer is Mahesh Sharma, Naresh Sharma
4. Who is the Lyricist of the song Chhota Sa Aadmi Hoon
Ans: Chhota Sa Aadmi Hoon song lyricist is Jainendra Jain
5. What is the movie of the song Chhota Sa Aadmi Hoon
Ans: Chhota Sa Aadmi Hoon song is from Chhota Aadmi
6. Who wrote the song Chhota Sa Aadmi Hoon
Ans: Chhota Sa Aadmi Hoon song is written by Jainendra Jain

Find other songs in - Chhota Aadmi

1