Dekhna Kaise Dara Diya - Dildaar lyrics | Dildaar - Dekhna Kaise Dara Diya lyrics

Dekhna Kaise Dara Diya is a hindi song from the 1977 movie Dildaar. Dekhna Kaise Dara Diya singers are Asha Bhosle, Kishore Kumar. Dekhna Kaise Dara Diya composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Dekhna Kaise Dara Diya lyricist or song writer is Anand Bakshi. Dekhna Kaise Dara Diya music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Dekhna Kaise Dara Diya features Jeetendra, Rekha, Moushumi Chatterji, Sujit Kumar. Dekhna Kaise Dara Diya director is and the producer is . The audio of Dekhna Kaise Dara Diya song was released on null by Saregama. Dekhna Kaise Dara Diya YouTube video song can be watched above.


Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Achha arey baba bahadur
Hai kya kehne aapke


O meri ma mar gayi main
To jo tune gira diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya


Chhod chhad ke gaon ko
Mar mitne ki mauj mein
Arey chhod chhad ke gavo ko
Mar mitne ki mauj mein
Kar dekhe kuchh naujawa
Bharti hoke fauj mein
Maine bhi apna naam
Unme likha diya
Arey re re re ye kya kiya
Mera kya hoga kaise jiungi
Main to mar jaungi ha ha
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya


Darke raat ko sapne mein ha
Darke raat ko sapne mein
Maine shor machaya tha
Ma ne puchha kya huya
Kya huya arey kaun
Yaha par aaya tha
Main to nahi aaya tha
Par galti se maine
Tera naam bata diya
Arey re re re ye kya kiya
Ab kya hoga kaise
Hoga kya karege
Arey kaise milenge ha ha
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya.



Movie/album: Dildaar
Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Jeetendra, Rekha, Moushumi Chatterji, Sujit Kumar
Release on: null
1. Who is the music director of the song Dekhna Kaise Dara Diya
Ans: Dekhna Kaise Dara Diya song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Dekhna Kaise Dara Diya
Ans: Dekhna Kaise Dara Diya song singers are Asha Bhosle, Kishore Kumar
3. Who is the Composer of the song Dekhna Kaise Dara Diya
Ans: Dekhna Kaise Dara Diya song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Dekhna Kaise Dara Diya
Ans: Dekhna Kaise Dara Diya song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Dekhna Kaise Dara Diya
Ans: Dekhna Kaise Dara Diya song is from Dildaar
6. Who wrote the song Dekhna Kaise Dara Diya
Ans: Dekhna Kaise Dara Diya song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Dildaar

1
Hum Jaise To Dildaar Hote Hain

Asha Bhosle, Kishore Kumar

2
Main Raja Tu Rani

Asha Bhosle, Kishore Kumar

3
Gaon Mein Hote Hanste Rote

Asha Bhosle, Kishore Kumar

4
Sakool Mein Kya Padhoge

Kishore Kumar