Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai - Maine Pyar Kiya lyrics | Maine Pyar Kiya - Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai lyrics

Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai is a hindi song from the 1989 movie Maine Pyar Kiya. Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai singers are Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam. Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai composer is Raamlaxman (Vijay Patil) and Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai lyricist or song writer is Asad Bhopali. Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai music director is Raamlaxman (Vijay Patil). Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai features Salman Khan, Bhagyashree, Alok Nath, Reema Lagoo, Ajit Vachani, Harish Patel, Deep Dhillon, Dilip Joshi. Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai director is and the producer is . The audio of Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai song was released on 29th December, 1989 by Saregama. Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai YouTube video song can be watched above.


Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine o maine ke maine pyaar kiya
Pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya, pyaar kiya hai
Ho
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya pyaar kiya hai
Ho


Pehle pahel jab usay maine dekha
Vo ban gayi meri kismat ki rekha
Khabar kya thi ye baat itni badhegi
Mohaabat mein mahenat bhi karni padegi
Dilwaale mahenat se darte nahin hai
Darte hain vo pyaar karte nahin hai
Maine o maine ke maine pyaar kiya
Pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Ho


Duniya ki daulat thukra chuka hoon
Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon
Ye chhaaon meri hai meri rahegi
Jo main kahoonga vo duniya kahegi
Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
Mushkil hain mere iraade badalna
Maine o maine ke maine pyaar kiya
Pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Ho
Ho ho ho aha aha aha ho
Ho ho ho ho ho ho


Main teri dil tera ye jaan teri
Teri mohabbat hai pehchaan meri
Main aaj kehti hoon ye sabke aage
Ek din main keh doongi ye rab ke aage
Tujhko hi bigdee banana padega
Bichhde huey dil milana padega
Maine o maine ke maine pyaar kiya
Pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Ho
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya, pyaar kiya, pyaar kiya hai.



Movie/album: Maine Pyar Kiya
Singers: Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists: Asad Bhopali
Music Composer: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Label: Saregama
Starring: Salman Khan, Bhagyashree, Alok Nath, Reema Lagoo, Ajit Vachani, Harish Patel, Deep Dhillon, Dilip Joshi
Release on: 29th December, 1989
1. Who is the music director of the song Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai
Ans: Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai song music director is Raamlaxman (Vijay Patil)
2. Who is/are the singer/singers of the song Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai
Ans: Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai song singers are Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
3. Who is the Composer of the song Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai
Ans: Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai song composer is Raamlaxman (Vijay Patil)
4. Who is the Lyricist of the song Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai
Ans: Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai song lyricist is Asad Bhopali
5. What is the movie of the song Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai
Ans: Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai song is from Maine Pyar Kiya
6. Who wrote the song Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai
Ans: Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai song is written by Asad Bhopali

Find other songs in - Maine Pyar Kiya

1
Antakshri

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam, Shailendra Singh, Usha Mangeshkar

2
Kahe Toh Se Sajna

Sharda Sinha

3
Mere Rang Mein Rangne Wali

S. P. Balasubrahmanyam

4
Kabootar Ja Ja Ja

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

5
Dil Deewana - (Male)

S. P. Balasubrahmanyam

7
Aaya Mausam Dosti Ka

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

8
Aate Jaate Hanste Gaate

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

9
Aaja Shaam Hone Aayee

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam