Dil Le Gayi - Latt Saheb lyrics | Latt Saheb - Dil Le Gayi lyrics

Dil Le Gayi is a hindi song from the 1967 movie Latt Saheb. Dil Le Gayi singer is Mohammed Rafi. Dil Le Gayi composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Dil Le Gayi lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Dil Le Gayi music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Dil Le Gayi features Shammi Kapoor, Nutan, Prem Chopra, Murad, Om Prakash, Rajendra Nath, Lalita Pawar, Vandana. Dil Le Gayi director is and the producer is . The audio of Dil Le Gayi song was released on null by Saregama. Dil Le Gayi YouTube video song can be watched above.


Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka


Us ke kajal bina nain kaale
Aur kajal laga le to kya ho
Us ke hathon mein sukhi chaman ki
Aur mehendi laga le to kya ho
Us ke kajal bina nain kaale
Aur kajal laga le to kya ho
Us ke hathon mein sukhi chaman ki
Aur mehendi laga le to kya ho
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Haye mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka


Itna gussa kare wo haseena
Aur nakhre hai us ki jawani
Rang aata hai gore badan par
Jaise chandi pe sone ka pani
Itna gussa kare wo haseena
Aur nakhre hai us ki jawani
Rang aata hai gore badan par
Jaise chandi pe sone ka pani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka


Kitni nazuk hai wo chhuyi muyi
Apne aanchal se khud dab rahi hai
Ek champa ki madhosh dali
Apne phulo se khud jhuk rahi hai
Kitni nazuk hai wo chhuyi muyi
Apne aanchal se khud dab rahi hai
Ek champa ki madhosh dali
Apne phulo se khud jhuk rahi hai
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Dil le gayi le gayi le gayi
Ek chulbuli chulbuli najani
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka
Mukhda aisa hai us zalim ka
Husn bhara hai sare aalam ka.



Movie/album: Latt Saheb
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Shammi Kapoor, Nutan, Prem Chopra, Murad, Om Prakash, Rajendra Nath, Lalita Pawar, Vandana
Release on: null
1. Who is the music director of the song Dil Le Gayi
Ans: Dil Le Gayi song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Dil Le Gayi
Ans: Dil Le Gayi song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Dil Le Gayi
Ans: Dil Le Gayi song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Dil Le Gayi
Ans: Dil Le Gayi song lyricist is Hasrat Jaipuri
5. What is the movie of the song Dil Le Gayi
Ans: Dil Le Gayi song is from Latt Saheb
6. Who wrote the song Dil Le Gayi
Ans: Dil Le Gayi song is written by Hasrat Jaipuri

Find other songs in - Latt Saheb

1
Savere Wali Gaadi Se

Mohammed Rafi

2
Tan Mein Agni

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

3
Mujhe Jab Se Mohabbat

Lata Mangeshkar

4
Jaane Mera Dil Kise

Mohammed Rafi

5
Aye Chand Zara

Asha Bhosle, Mohammed Rafi