Ek Din Mein Sau Baar - Apnapan lyrics | Apnapan - Ek Din Mein Sau Baar lyrics

Ek Din Mein Sau Baar is a hindi song from the 1977 movie Apnapan. Ek Din Mein Sau Baar singers are Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur. Ek Din Mein Sau Baar composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Ek Din Mein Sau Baar lyricist or song writer is Anand Bakshi. Ek Din Mein Sau Baar music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Ek Din Mein Sau Baar features Jeetendra, Sanjeev Kumar, Reena Roy. Ek Din Mein Sau Baar director is and the producer is . The audio of Ek Din Mein Sau Baar song was released on 1st January, 1977 by Saregama. Ek Din Mein Sau Baar YouTube video song can be watched above.


Ek din sau baar karti hu
Ek din sau baar karti hu
Mai daddy se pyar karti hu
Mai daddy se pyar karti hu
O mere baap mai
Daddy ke naam se darta hu
Mai daddy ke naam se darta hu
Mai mummy se pyar karta hu
Mai mummy se pyar karta hu


Ham haste hai to hasti hai
Mummy aisi hoti hai
Ham rote hai to roti hai
Mummy aisi hoti hai
Vo kante pe chalte hai
Aur ham phulo pe sote
Daddy aise hote hai
Are daddy aise hote hai
Subah kaam pe jate hai
Sham ko vasap aate hai
Paise khub kamate hai
Khel khilone late hai
Unka intjhar karti hu
Mai daddy se pyar karti hu
Mai daddy se pyar karti hu


Ye na do vo na do
Ye na do vo na do
Bas mummy ke muh se nikalta
Daddy se ghar chalta hai
Daddy se ghar chalta hai
Ghar kis se chalta hai
Daddy se ghar chalta hai
Daddy ko malum nahi hai
Daddy ko malum nahi hai
Kaise chulha jalta hai
Mummy se ghar chalta hai
Mummy se ghar chalta hai
Subah jaag jati hai
Hamko bhi vo jagati hai
Ruto ko manati hai
Roto ko hasati hai
Mai maa tujhko
Mai maa ki seva karta hu
Mai mummy se pyar karta hu
Mai mummy se pyar karta hu


Kiski beti hai tu mai kah deti hu
Mai daddy ki beti hu
Mai daddy ki beti hu
Koi puche na
Puche mai kah deta hu
Mai mummy ka beta hu
Mai mummy ka beta hu
Are juthe sekh rahne de
Rok na mujhe kehne se
Mummy se kya pyara hai
Daddy se jag sara hai
Mummy se kya acha hai
Are chod abhi tu bacha hai
Bacha baji marega
Ja re ja tu harega
Sach bata tere daddy kaise hai
Bilkul mummy jaise hai
Bilkul mummy jaise hai
Dekha tu haar gaya
Khali tera vaar gaya
Mai yu hi takrar karta hu
Mai hu yu hi takrar karti hu
Ham yu hi takrar karte hai
Ham mummy daddy
Se pyar karte hai
Ham mummy daddy
Se pyar karte hai.



Movie/album: Apnapan
Singers: Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Jeetendra, Sanjeev Kumar, Reena Roy
Release on: 1st January, 1977
1. Who is the music director of the song Ek Din Mein Sau Baar
Ans: Ek Din Mein Sau Baar song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Ek Din Mein Sau Baar
Ans: Ek Din Mein Sau Baar song singers are Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
3. Who is the Composer of the song Ek Din Mein Sau Baar
Ans: Ek Din Mein Sau Baar song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Ek Din Mein Sau Baar
Ans: Ek Din Mein Sau Baar song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Ek Din Mein Sau Baar
Ans: Ek Din Mein Sau Baar song is from Apnapan
6. Who wrote the song Ek Din Mein Sau Baar
Ans: Ek Din Mein Sau Baar song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Apnapan

1
Is Duniya Me Marna Hai

Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

3
Somwar Ko Hum Mile

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

4
Aadami Musaafir Hai Aataa Hai Jaataa Hai

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi