Ek Din Sanam Ye Gussa - Lafange lyrics | Lafange - Ek Din Sanam Ye Gussa lyrics

Ek Din Sanam Ye Gussa is a hindi song from the 1975 movie Lafange. Ek Din Sanam Ye Gussa singer is Mohammed Rafi. Ek Din Sanam Ye Gussa composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Ek Din Sanam Ye Gussa lyricist or song writer is Anand Bakshi. Ek Din Sanam Ye Gussa music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Ek Din Sanam Ye Gussa features Randhir Kapoor, Mumtaz, Pran, Asha Sachdev, Anwar Hussan, Sapru, Sujit Kumar, Rajan, Gulshan Bawra, Rajan Haksar. Ek Din Sanam Ye Gussa director is and the producer is . The audio of Ek Din Sanam Ye Gussa song was released on null by Saregama. Ek Din Sanam Ye Gussa YouTube video song can be watched above.


Aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Hanske na sahi roke hi sahi
Hanske na sahi roke hi sahi
Ye waqt apna nikal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega


Sun lo kahani hamari
Phir aage marji tumhari
Sun lo kahani hamari
Phir aage marji tumhari
Pachhtaoge sharmaoge
Pachhtaoge sharmaoge
Jab tak pata tumko chal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega


Mana hansi tum jarur ho
Par kisliye magrur ho
Mana hansi tum jarur ho
Par kisliye magrur ho
Is husn ka kya aitbar
Is husn ka kya aitbar
Ye aaj aaya hai kal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega


Tirchhi nazar ki katariya
Chhodo na ye chingariya
Haye tirchhi nazar ki katariya
Chhodo na ye chingariya
Pani nahi ye aag hai
Pani nahi ye aag hai
Is aag me koi jal jayega
To aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega
Ha aap ki kasam ek din sanam
Ye gussa pyar me badal jayega.



Movie/album: Lafange
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Randhir Kapoor, Mumtaz, Pran, Asha Sachdev, Anwar Hussan, Sapru, Sujit Kumar, Rajan, Gulshan Bawra, Rajan Haksar
Release on: null
1. Who is the music director of the song Ek Din Sanam Ye Gussa
Ans: Ek Din Sanam Ye Gussa song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Ek Din Sanam Ye Gussa
Ans: Ek Din Sanam Ye Gussa song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Ek Din Sanam Ye Gussa
Ans: Ek Din Sanam Ye Gussa song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Ek Din Sanam Ye Gussa
Ans: Ek Din Sanam Ye Gussa song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Ek Din Sanam Ye Gussa
Ans: Ek Din Sanam Ye Gussa song is from Lafange
6. Who wrote the song Ek Din Sanam Ye Gussa
Ans: Ek Din Sanam Ye Gussa song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Lafange

1
Ud Chala Panchi

Lata Mangeshkar

2
Log Kahate Hai

Kishore Kumar

3
Ib Lagan Lagi

Asha Bhosle, Mohammed Rafi