Ek Pyar Ka Nagma Hai - Shor lyrics | Shor - Ek Pyar Ka Nagma Hai lyrics

Ek Pyar Ka Nagma Hai is a hindi song from the 1972 movie Shor. Ek Pyar Ka Nagma Hai singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Ek Pyar Ka Nagma Hai composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Ek Pyar Ka Nagma Hai lyricist or song writer is Santosh Anand. Ek Pyar Ka Nagma Hai music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Ek Pyar Ka Nagma Hai features Manoj Kumar, Jaya Bhaduri, Nanda. Ek Pyar Ka Nagma Hai director is and the producer is . The audio of Ek Pyar Ka Nagma Hai song was released on 14th September, 1972 by Saregama. Ek Pyar Ka Nagma Hai YouTube video song can be watched above.


Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
La la la la la la la la la la la la
Kuch paakar khona hai
Kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umr churaani hai


Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai


Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinaara hoon
Tu mera sahaara hai
Main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar
Hai aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai


Toofaan to aana hai
Aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuch pal ka
Chhaakar dhal jaana hai
Parchhaaniyan reh jaati
Reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai.



Movie/album: Shor
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Santosh Anand
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Manoj Kumar, Jaya Bhaduri, Nanda
Release on: 14th September, 1972
1. Who is the music director of the song Ek Pyar Ka Nagma Hai
Ans: Ek Pyar Ka Nagma Hai song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Ek Pyar Ka Nagma Hai
Ans: Ek Pyar Ka Nagma Hai song singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Ek Pyar Ka Nagma Hai
Ans: Ek Pyar Ka Nagma Hai song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Ek Pyar Ka Nagma Hai
Ans: Ek Pyar Ka Nagma Hai song lyricist is Santosh Anand
5. What is the movie of the song Ek Pyar Ka Nagma Hai
Ans: Ek Pyar Ka Nagma Hai song is from Shor
6. Who wrote the song Ek Pyar Ka Nagma Hai
Ans: Ek Pyar Ka Nagma Hai song is written by Santosh Anand

Find other songs in - Shor

1
Macha Diya Shor

Lata Mangeshkar

2
Shehnai Baje Na Baje

Lata Mangeshkar

3
Usko Chhua To

Lata Mangeshkar

4
Paani Tera Rang Kaisa

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

5
Jeevan Chalne Ka Naam

Mahendra Kapoor, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Shyama Chittar