Gham Sahati Hain - Kab Tak Chup Rahungi lyrics | Kab Tak Chup Rahungi - Gham Sahati Hain lyrics

Gham Sahati Hain is a hindi song from the 1988 movie Kab Tak Chup Rahungi. Gham Sahati Hain singers are Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz. Gham Sahati Hain composer is Bappi Lahiri and Gham Sahati Hain lyricist or song writer is Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Gham Sahati Hain music director is Bappi Lahiri. Gham Sahati Hain features Aditya Pancholi, Amala, Kader Khan, Aruna Irani, Kiran Kumar, Saeed Jaffrey, Rajendra Nath, Satyen Kappu. Gham Sahati Hain director is and the producer is . The audio of Gham Sahati Hain song was released on 10th June, 1988 by T-Series. Gham Sahati Hain YouTube video song can be watched above.


Phool se chhin ke khushboo tune
Dhul mein use milaya
Apne chahne walo pe malik
Julm ye kaisa dhaya


Gham sahti hai chup rahti hain
Kaisi ye lachari hain
Gham sahti hai chup rahti hain
Kaisi ye lachari hain
Chup chup rahna sab kuch sahna
Iska hi naam to nari hain
Gham sahti hai chup rahti hain
Kaisi ye lachari hain


Gehna samjh kar
Tune pehan li kyu zanzire
Gehna samjh kar
Tune pehan li kyu zanzire
Zanzire kat jaye kar aisi takbire
Takbire nahin chalti chalti hain takdire
Karam likha jo humko mila wo
Ye takdir hamari hain
Chup chup rahna sab kuch sahna
Iska hi naam to nari hain
Gham sahti hain chup rahti hain
Kaisi ye lachari hain


Phool thi wo tu jisne kabhi
Gulshan ko mahkaya
Phool thi wo tu jisne kabhi
Gulshan ko mahkaya
Sawan mein bhi tujh par patjhad
Kyu hai chhaya
Phool ki khushboo koi kab bandh
Ke rakh paya
Phool kabhi sukh ke
Kante kabhi dukh ke
Jeevan wo phoolwari hain
Chup chup rahna sab kuch sahna
Iska hi naam to nari hain
Gham sahti hain chup rahti hain
Kaisi ye lachari hain


Kaise dekh sakenge
Teri aankho mein shabnam
Kaise dekh sakenge
Teri aankho mein shabnam
Tere hisse ke malik
De de hume sab gham
Dard na bante koi kya tum aur hum
Tum bahar ke masle ye ghar ke
Socho ye bhul tumhari hain
Chup chup rahna sab kuch sahna
Iska hi naam to nari hain
Gham sahti hai chup rahti hain
Kaisi ye lachari hain
Kaisi ye lachari hain.



Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: T-Series
Starring: Aditya Pancholi, Amala, Kader Khan, Aruna Irani, Kiran Kumar, Saeed Jaffrey, Rajendra Nath, Satyen Kappu
Release on: 10th June, 1988
1. Who is the music director of the song Gham Sahati Hain
Ans: Gham Sahati Hain song music director is Bappi Lahiri
2. Who is/are the singer/singers of the song Gham Sahati Hain
Ans: Gham Sahati Hain song singers are Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz
3. Who is the Composer of the song Gham Sahati Hain
Ans: Gham Sahati Hain song composer is Bappi Lahiri
4. Who is the Lyricist of the song Gham Sahati Hain
Ans: Gham Sahati Hain song lyricist is Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
5. What is the movie of the song Gham Sahati Hain
Ans: Gham Sahati Hain song is from Kab Tak Chup Rahungi
6. Who wrote the song Gham Sahati Hain
Ans: Gham Sahati Hain song is written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Find other songs in - Kab Tak Chup Rahungi

1
Haiya Haiya Ho Ho

Shabbir Kumar

2
3
Mitwa Bhool Na Jana

Mohammed Aziz