Har Nazar Husn Ko Dekh Ye - Sultan-E-Hind lyrics | Sultan-E-Hind - Har Nazar Husn Ko Dekh Ye lyrics

Har Nazar Husn Ko Dekh Ye is a hindi song from the 1978 movie Sultan-E-Hind. Har Nazar Husn Ko Dekh Ye singers are Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur. Har Nazar Husn Ko Dekh Ye composer is Iqbal Qureshi and Har Nazar Husn Ko Dekh Ye lyricist or song writer is Naseem Ajmeri. Har Nazar Husn Ko Dekh Ye music director is Iqbal Qureshi. Har Nazar Husn Ko Dekh Ye features null. Har Nazar Husn Ko Dekh Ye director is and the producer is . The audio of Har Nazar Husn Ko Dekh Ye song was released on null by Saregama. Har Nazar Husn Ko Dekh Ye YouTube video song can be watched above.


Har nazar husn ko dekhe
Ye tamasha kya hai
Aaj hum tujhko batate hai
Ke parda kya hai
Parda parda parda to hai
Parda to hai husn ki azimat
Parda to hai
Parda to hai
Parda to hai husn ki azimat
Parda to hai


Yun husn ka jalwa aam na ho
Yun husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho
Jalwa jalwa jalwa to hai
Jalwa to hai husn ki sohrat
Jalwa to hai
Jalwa to hai husn ki fitrat
Jalwa to hai
Jalwa hai kya jo aam na ho
Jalwa hai kya jo aam na ho
Na ho na ho
Parda parda parda to hai


Jara parde se bahar aa
Ye duniya khubsurat hai
Na mar ghut ghut ke parde mein
Ghut parde mein
Na mar ghut ghut ke parde mein
Ye parda to kayamat hai
Chalan parde ka duniya mein
Azab hai or sharafat hai
Nigahe uth nahi sakti
Jaha parde ki azmat hai
Parda parda parda to hai
Nigahe uth nahi sakti
Jaha parde ki azmat hai
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho na ho na ho
Parda parda parda to hai


Sahar jab tak nahi hoti
Bas itni der parda hai
Parda hai
Ulat de raat jab ghunghat to
Phir jalwa hi jalwa hai
To phir jalwa hi jalwa hai
Najar ki pyas bujh jaye
Bas itni der jalwa hai
Haya aankho mein aa jaye
To fir parda hi parda hai
Haya aankho mein aa jaye
To phir parda hi parda hai
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho
Husn ka jalwa aam na ho
Na ho na ho na ho
Parda parda parda to hai


Tasvire sanam parde mein nahi
Parde mein nahi
Sayar ka kalam parde mein nahi
Parde mein nahi
Ab kaid rahe parde mein kyun
Jab gairo haram parde mein nahi
Mahi dur ka nara beparda
Hai dur ka jalwa beparda
Hai dur ka jalwa beparda
Mann suran ki jo rushwai
Mann suran ki jo rushwai
Anzam bhi sabne dekha tha
Ha dekha tha ha dekha tha
Jab dur se jalwa dikhlaya
Musa ki najar pe parda tha
Musa ki najar pe parda tha
Khul jata agar parde ka bharam
Main sharme kise phir dekhte hum
Main sharme kise phir dekhte hum


Izhar mohabbat beparda
Izhar mohabbat beparda
Ikrar mohabbat parde mein
Ye chand sitare beparda
Ye chand sitare beparda
Jannat ke najre parde mein
Paygame adaa hai beparda
Paygame adaa hai beparda
Tas bikhi jawa hai parde mein
Iman ki daulat parde mein
Har raze hakikat parde mein
Tasire dua hai parde mein
Mehraz ki azmat parde mein
Mehraz ki azmat parde mein
Our khud hi khuda hai parde mein
Our khud hi khuda hai parde mein
Our khud hi khuda hai parde mein.



Movie/album: Sultan-E-Hind
Singers: Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Song Lyricists: Naseem Ajmeri
Music Composer: Iqbal Qureshi
Music Director: Iqbal Qureshi
Music Label: Saregama
Starring: null
Release on: null
1. Who is the music director of the song Har Nazar Husn Ko Dekh Ye
Ans: Har Nazar Husn Ko Dekh Ye song music director is Iqbal Qureshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Har Nazar Husn Ko Dekh Ye
Ans: Har Nazar Husn Ko Dekh Ye song singers are Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
3. Who is the Composer of the song Har Nazar Husn Ko Dekh Ye
Ans: Har Nazar Husn Ko Dekh Ye song composer is Iqbal Qureshi
4. Who is the Lyricist of the song Har Nazar Husn Ko Dekh Ye
Ans: Har Nazar Husn Ko Dekh Ye song lyricist is Naseem Ajmeri
5. What is the movie of the song Har Nazar Husn Ko Dekh Ye
Ans: Har Nazar Husn Ko Dekh Ye song is from Sultan-E-Hind
6. Who wrote the song Har Nazar Husn Ko Dekh Ye
Ans: Har Nazar Husn Ko Dekh Ye song is written by Naseem Ajmeri

Find other songs in - Sultan-E-Hind

1
Maayus Bagbaan Ko

Mohammed Rafi

2
Farishto Se Badh Ke

Mohammed Rafi

3
Dehli To Dulhan Bani

Sabri Brothers