Ilahabad Mein Paida - Jaaneman lyrics | Jaaneman - Ilahabad Mein Paida lyrics

Ilahabad Mein Paida is a hindi song from the 1976 movie Jaaneman. Ilahabad Mein Paida singer is Lata Mangeshkar. Ilahabad Mein Paida composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Ilahabad Mein Paida lyricist or song writer is Anand Bakshi. Ilahabad Mein Paida music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Ilahabad Mein Paida features Dev Anand, Hema Malini, Prem Nath. Ilahabad Mein Paida director is and the producer is . The audio of Ilahabad Mein Paida song was released on 30th July, 1976 by Saregama. Ilahabad Mein Paida YouTube video song can be watched above.


Tohre gun gate gate,
Din bita rain aa chalee
Kab loge prabhu moree khabariya,
Der bahut ho chalee
Ilahabad mein paida huyee
Ilahabad mein paida huyee,
Mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee


Ilahabad mein paida huyee,
Mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee


Kaise aayee kaha aayee
Yeh jawanee mat puchho
Kaise aayee kaha aayee
Yeh jawanee mat puchho
Sharm aatee hai tauba
Yeh kahanee mat puchho
Ke ha shalimar ke bag me
Khilake banee phul yeh kalee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee


Kaha se yeh soj aaya
Kaha se saj maine sikhe
Kaha se yeh soj aaya
Kaha se saj maine sikhe
Arj kiya hai bade bade ustado se
Yeh andaj maine sikhe
Ke ha nayee puranee dilli kee
Sadako par bhee main chali
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee


Rab jhuth na bulaye
Kadardan har jagah hain
Rab jhuth na bulaye
Kadardan har jagah hain
Meharbano mere meharban
Har jagah hain
Toh rab jhuth na bulaye
Kadardan har jagah hain
Ke ha lucknow ke rangin shehar me
Shama mai ban ke jalee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Ilahabad mein paida huyee,
Mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee.



Movie/album: Jaaneman
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Hema Malini, Prem Nath
Release on: 30th July, 1976
1. Who is the music director of the song Ilahabad Mein Paida
Ans: Ilahabad Mein Paida song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Ilahabad Mein Paida
Ans: Ilahabad Mein Paida song singer is Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Ilahabad Mein Paida
Ans: Ilahabad Mein Paida song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Ilahabad Mein Paida
Ans: Ilahabad Mein Paida song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Ilahabad Mein Paida
Ans: Ilahabad Mein Paida song is from Jaaneman
6. Who wrote the song Ilahabad Mein Paida
Ans: Ilahabad Mein Paida song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Jaaneman

1
Aayegi Aayegi Aayegi

Lata Mangeshkar

2
Iss Mulakat Ka Maza Lijiye

Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

3
Ki Gal Hai Koi Nahin

Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

4