Is Sapno Ki Shahzadi - Main Intequam Loonga lyrics | Main Intequam Loonga - Is Sapno Ki Shahzadi lyrics

Is Sapno Ki Shahzadi is a hindi song from the 1982 movie Main Intequam Loonga. Is Sapno Ki Shahzadi singers are Asha Bhosle, Shabbir Kumar. Is Sapno Ki Shahzadi composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Is Sapno Ki Shahzadi lyricist or song writer is Anand Bakshi. Is Sapno Ki Shahzadi music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Is Sapno Ki Shahzadi features Dharmendra, Reena Roy, Dara Singh Randhawa, Sharda, Shreeram Lagoo, Ajit. Is Sapno Ki Shahzadi director is and the producer is . The audio of Is Sapno Ki Shahzadi song was released on 21st May, 1982 by Eros. Is Sapno Ki Shahzadi YouTube video song can be watched above.


Is sapnon ki shehzadi ki
Thodi sharten hain shaadi ki
Is sapnon ki shehzadi ki
Thodi sharten hain shaadi ki


Ye kaisa dastoor hain
Par mujhko sab manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain


Is sapnon ki shehzadi ki
Thodi sharten hain shaadi ki
Are ye kaisa dastoor hain
Par mujhko sab manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain


Pehli shart hain shaadi mein
Pehli shart hain shaadi mein
Shehnaai tum hi bajaaoge
Bajaoonga bajaoonga


Haathi ghode ke badale tum
Paidal chalke aaoge
Aaunga aaunga


Main shehra baandhungi
Aur tum ghunghat mein sharmaoge
Sharmaoge sharmaoge
Ye toh zulm huzoor hain
Par mujhko sab manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain


Dusri shart hain main jab jab ruthungi
Main jab jab ruthungi
Mujhe manaonge
Manaunga manaunga
Aate jaate kisi aur se
Nazren nahin ladaoge
Nahin lagaunga
Achhe achhe khaane
Paka paka ke mujhe khilaoge
Mushkil kaam zaroor hain
Par mujhko sab manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain


Aakhari shart hain meri doli bhi tum uthaoge
Pehli pehli raat mujhe tum
Mujhe haath bhi nahin lagaoge
Lagaunga haath lagaunga
Main najhuk ho jaaun toh
Mere paaon dabaoge
Tum ko yeh manzoor hain
Haan kya hain manzoor hain
Tumko sab manzoor hain toh
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain
Dilli kya door hain
Phir dilli kya door hain.



Singers: Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Eros
Starring: Dharmendra, Reena Roy, Dara Singh Randhawa, Sharda, Shreeram Lagoo, Ajit
Release on: 21st May, 1982
1. Who is the music director of the song Is Sapno Ki Shahzadi
Ans: Is Sapno Ki Shahzadi song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Is Sapno Ki Shahzadi
Ans: Is Sapno Ki Shahzadi song singers are Asha Bhosle, Shabbir Kumar
3. Who is the Composer of the song Is Sapno Ki Shahzadi
Ans: Is Sapno Ki Shahzadi song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Is Sapno Ki Shahzadi
Ans: Is Sapno Ki Shahzadi song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Is Sapno Ki Shahzadi
Ans: Is Sapno Ki Shahzadi song is from Main Intequam Loonga
6. Who wrote the song Is Sapno Ki Shahzadi
Ans: Is Sapno Ki Shahzadi song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Main Intequam Loonga

1
Mujhe Na Bulaya Karo

Anand Bakshi, Asha Bhosle, Kishore Kumar

2
Meri Achhi Achhi Maa

Anand Bakshi

3
Maamla Fit Ho Gaya

Kishore Kumar

4
Maa Tu Mujhse

S. P. Balasubrahmanyam

5
Inteqaam Loonga

S. P. Balasubrahmanyam