Jahan Jahan Khayal Jata Hai - Bade Sarkar lyrics | Bade Sarkar - Jahan Jahan Khayal Jata Hai lyrics

Jahan Jahan Khayal Jata Hai is a hindi song from the 1957 movie Bade Sarkar. Jahan Jahan Khayal Jata Hai singers are Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi. Jahan Jahan Khayal Jata Hai composer is Omkar Prasad Nayyar and Jahan Jahan Khayal Jata Hai lyricist or song writer is Sahir Ludhianvi. Jahan Jahan Khayal Jata Hai music director is Omkar Prasad Nayyar. Jahan Jahan Khayal Jata Hai features Kishor Sahu, Kamini Kaushal, Sajjan Gope, Durga Khote. Jahan Jahan Khayal Jata Hai director is and the producer is . The audio of Jahan Jahan Khayal Jata Hai song was released on null by Saregama. Jahan Jahan Khayal Jata Hai YouTube video song can be watched above.


Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe


Jaha jaha khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Zulfe hai ke reshami ghataye hai
Aak hai ke manchali sadaye hai
Zulfe hai ke reshami ghataye hai
Aak haike manchali sadaye hai
Hoth hai ke patiya
Aaj khile gulab ki
Jism ki hade hai ya
Ke bastiya hai khab ki
Jaha jaha khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Jaha jaha khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai


Mera har singar hai tere liye
Husan ki bahar hai tere lia
Mera har singar hai tere liye
Husan ki bahar hai tere lia
Teri har najar pe meri har
Ada nisar hai
Tere hi liye ye meri
Dhadkano ka har hai
Teri har najar pe
Meri har ada nisar hai
Tere hi liye ye meri
Dhadkano ka har hai
Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Jahan jahan khayal jata hai
Wahan wahan tumhi ko pata hai
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe
Ye kab hua ye kyun hua
Ye kya hua mujhe.



Movie/album: Bade Sarkar
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Omkar Prasad Nayyar
Music Director: Omkar Prasad Nayyar
Music Label: Saregama
Starring: Kishor Sahu, Kamini Kaushal, Sajjan Gope, Durga Khote
Release on: null
1. Who is the music director of the song Jahan Jahan Khayal Jata Hai
Ans: Jahan Jahan Khayal Jata Hai song music director is Omkar Prasad Nayyar
2. Who is/are the singer/singers of the song Jahan Jahan Khayal Jata Hai
Ans: Jahan Jahan Khayal Jata Hai song singers are Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Jahan Jahan Khayal Jata Hai
Ans: Jahan Jahan Khayal Jata Hai song composer is Omkar Prasad Nayyar
4. Who is the Lyricist of the song Jahan Jahan Khayal Jata Hai
Ans: Jahan Jahan Khayal Jata Hai song lyricist is Sahir Ludhianvi
5. What is the movie of the song Jahan Jahan Khayal Jata Hai
Ans: Jahan Jahan Khayal Jata Hai song is from Bade Sarkar
6. Who wrote the song Jahan Jahan Khayal Jata Hai
Ans: Jahan Jahan Khayal Jata Hai song is written by Sahir Ludhianvi

Find other songs in - Bade Sarkar

1
3
Bol Mera Kya Kasoor

Asha Bhosle