Jamuna Kinare Baje - Shyam Tere Kitne Naam lyrics | Shyam Tere Kitne Naam - Jamuna Kinare Baje lyrics

Jamuna Kinare Baje is a hindi song from the 1977 movie Shyam Tere Kitne Naam. Jamuna Kinare Baje singers are Aarti Mukherji, Jaspal Singh. Jamuna Kinare Baje composer is Ravindra Jain and Jamuna Kinare Baje lyricist or song writer is Ravindra Jain. Jamuna Kinare Baje music director is Ravindra Jain. Jamuna Kinare Baje features Bharat Bhushan, Nana Palsikar, Sachin. Jamuna Kinare Baje director is and the producer is . The audio of Jamuna Kinare Baje song was released on 1st January, 1977 by Saregama. Jamuna Kinare Baje YouTube video song can be watched above.


Jamuna kinare baje shyam ki bansuriya
Shyam ki bansuriya baje shyam ki bansuriya
Shyaam toh hai radha ka baanwra
Shyaam toh hai radha ka baanwra
O kanha ke rang rangi radha baanwriya
Radha rang ranga saanwara
Saanwara..saanwara..saanwara..saanwara..
Jamuna kinare baje shyam ki bansuriya
Shyam ki bansuriya baje shyam ki bansuriya


Gokul mein gokul mein
Shor mach shor mach
Kahaan gayi gwalan ki chhoriya
Kahaan gayi gwalan ki chhoriya
Ghar angana ghar angana
Bichhra ke bichhra ke
Mohan sang rache goriyaa
Mohan sang rache goriyaa
O ho sab mein sama ke
Sabse akhiyaa chura ke
Radha ke sang chala saanwra
Saanwara..saanwara..saanwara..saanwara..
Jamuna kinare baje shyam ki bansuriya
Shyam ki bansuriya baje shyam ki bansuriya


Radha ki radha ki
Paayal se paayal se
Bandhi jaisi murali ki taan re
Bandhi jaisi murali ki taan re
Kanhaa ki kanhaa ki
Murali mein murali mein
Base jaise radha ke praan re
Base jaise radha ke praan re
Oo radha ke jaisi koi dujhi na premika
Kanha saa premi nahi dushra
Saanwara..saanwara..saanwara..saanwara..
Jamuna kinare baje shyam ki bansuriya
Shyam ki bansuriya baje shyam ki bansuriya.



Singers: Aarti Mukherji, Jaspal Singh
Song Lyricists: Ravindra Jain
Music Composer: Ravindra Jain
Music Director: Ravindra Jain
Music Label: Saregama
Starring: Bharat Bhushan, Nana Palsikar, Sachin
Release on: 1st January, 1977
1. Who is the music director of the song Jamuna Kinare Baje
Ans: Jamuna Kinare Baje song music director is Ravindra Jain
2. Who is/are the singer/singers of the song Jamuna Kinare Baje
Ans: Jamuna Kinare Baje song singers are Aarti Mukherji, Jaspal Singh
3. Who is the Composer of the song Jamuna Kinare Baje
Ans: Jamuna Kinare Baje song composer is Ravindra Jain
4. Who is the Lyricist of the song Jamuna Kinare Baje
Ans: Jamuna Kinare Baje song lyricist is Ravindra Jain
5. What is the movie of the song Jamuna Kinare Baje
Ans: Jamuna Kinare Baje song is from Shyam Tere Kitne Naam
6. Who wrote the song Jamuna Kinare Baje
Ans: Jamuna Kinare Baje song is written by Ravindra Jain

Find other songs in - Shyam Tere Kitne Naam

1
Shyaama Baba

Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor

4
Aaj Tak Jo Kaha Tune Kaha

Hemlata (Lata Bhatt)