Jhuk Jhuk Jaaye - Abe-Hayat lyrics | Abe-Hayat - Jhuk Jhuk Jaaye lyrics

Jhuk Jhuk Jaaye is a hindi song from the 1955 movie Abe-Hayat. Jhuk Jhuk Jaaye singer is Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Jhuk Jhuk Jaaye composer is Sardar Malik and Jhuk Jhuk Jaaye lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Jhuk Jhuk Jaaye music director is Sardar Malik. Jhuk Jhuk Jaaye features Prem Nath, Ameeta, Shashikala. Jhuk Jhuk Jaaye director is and the producer is . The audio of Jhuk Jhuk Jaaye song was released on null by Ultra. Jhuk Jhuk Jaaye YouTube video song can be watched above.


Jhuk jhuk jaaye nazar sharmaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Jhuk jhuk jaaye nazar sharmaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Kuchh bhi kaha naa jaaye


Kisne saza di pyaar ki duniya
Ulfat ke ikraar ki duniya
Kisne saza di pyaar ki duniya
Ulfat ke ikraar ki duniya
Kyun na unpar jaan lutaa dun
Aaj mili hai bahaar ki duniya
Hosh kahan hai chaal yaha hai
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Jhuk jhuk jaaye nazar sharmaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Kuchh bhi kaha naa jaaye


Main to kahun wo jaadugar hai
Dil ye kahe ulfat ka asar hai
Achchaa hmm
Main to kahun wo jaadugar hai
Dil ye kahe ulfat ka asar hai
Kiski maalum hai baaten tauba
Kiski maalum hai tauba
Kahna bhi mushkil rahna bhi mushkil
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Jhuk jhuk jaaye nazar sharmaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Kuchh bhi kaha naa jaaye


Jab wo hamaare saamne aayen
Nazren daaman chumne jaayen
Jab wo hamaare saamne aayen
Nazren daaman chumne jaayen
Dil ki baaten dil mein hi ghume
Hothon ki kaliyaan tharrayen
Main sharmaaun chhup chhup jaaun
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Jhuk jhuk jaaye nazar sharmaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye
Kuchh bhi kaha naa jaaye un se
Kuchh bhi kaha naa jaaye.Movie/album: Abe-Hayat
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Sardar Malik
Music Director: Sardar Malik
Music Label: Ultra
Starring: Prem Nath, Ameeta, Shashikala
Release on: null
1. Who is the music director of the song Jhuk Jhuk Jaaye
Ans: Jhuk Jhuk Jaaye song music director is Sardar Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Jhuk Jhuk Jaaye
Ans: Jhuk Jhuk Jaaye song singer is Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
3. Who is the Composer of the song Jhuk Jhuk Jaaye
Ans: Jhuk Jhuk Jaaye song composer is Sardar Malik
4. Who is the Lyricist of the song Jhuk Jhuk Jaaye
Ans: Jhuk Jhuk Jaaye song lyricist is Hasrat Jaipuri
5. What is the movie of the song Jhuk Jhuk Jaaye
Ans: Jhuk Jhuk Jaaye song is from Abe-Hayat
6. Who wrote the song Jhuk Jhuk Jaaye
Ans: Jhuk Jhuk Jaaye song is written by Hasrat Jaipuri

Find other songs in - Abe-Hayat

1
Nasha Pila Ke Girana

Asha Bhosle

2
Tera Shukriya

Asha Bhosle

3
4
Nigaahein Mili

Asha Bhosle

5
Naachun Re Gaaun Re

Asha Bhosle

6
Mara Re Mara

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

7
Mera Dil O Meri Jaan

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

8
Main Gareebon Ka

Hemanta Kumar Mukhopadhyay