Jhum Ke Ga - Patanga lyrics | Patanga - Jhum Ke Ga lyrics

Jhum Ke Ga is a hindi song from the 1971 movie Patanga. Jhum Ke Ga singer is Mohammed Rafi. Jhum Ke Ga composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Jhum Ke Ga lyricist or song writer is Gopaldas Saxena (Neeraj). Jhum Ke Ga music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Jhum Ke Ga features Shashi Kapoor, Vimi, Ajit. Jhum Ke Ga director is and the producer is . The audio of Jhum Ke Ga song was released on 20th August, 1971 by Saregama. Jhum Ke Ga YouTube video song can be watched above.


Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye


Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil


Parda uthake husn ki jidd hai
Parda girade ishq ki jidd hai
Parda uthake husn ki jidd hai
Parda girade ishq ki jidd hai
Dil hai hamara aisa diya jo
Jal bhi na paye bujh bhi na paye


Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil


Hasti mitade khud ko bhula de
Apna sabina aap duba de
Hasti mitade khud ko bhula de
Apna sabina aap duba de


Dhundh kinara wo ke jaha par
Chain to aaye hosh na aaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye


Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil


Hoth pe nagma aankh me pani
Ek hakikat ek kahani
Hoth pe nagma aankh me pani
Ek hakikat ek kahani


Khushi ka daman gum ka dafan hai
Dono barabar nind jo aaye
Jhum ke ga yu mere dil
Raat to gujre subah na aaye


Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye


Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil.



Movie/album: Patanga
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Gopaldas Saxena (Neeraj)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Vimi, Ajit
Release on: 20th August, 1971
1. Who is the music director of the song Jhum Ke Ga
Ans: Jhum Ke Ga song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Jhum Ke Ga
Ans: Jhum Ke Ga song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Jhum Ke Ga
Ans: Jhum Ke Ga song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Jhum Ke Ga
Ans: Jhum Ke Ga song lyricist is Gopaldas Saxena (Neeraj)
5. What is the movie of the song Jhum Ke Ga
Ans: Jhum Ke Ga song is from Patanga
6. Who wrote the song Jhum Ke Ga
Ans: Jhum Ke Ga song is written by Gopaldas Saxena (Neeraj)

Find other songs in - Patanga

1
Bolo Jee Dil Logey To Kyaa Kyaa

Mohammed Rafi, Shamshad Begum

2
Thukra Ke Mujhe Jane

Lata Mangeshkar

3
Pyar Ke Jahan Ki Nirali

Lata Mangeshkar, Shamshad Begum

4
Gore Gore Mukhde

Shamshad Begum

5
O Dilwalo Dil Ka Lagana

Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum

6
Namaste Namaste

Mohammed Rafi, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum

7
Mere Piya Gaye Rangun

Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum

8
Kabhi Khamosh Ho Jana

Lata Mangeshkar

9
Dil Se Bhula Do Tum

Lata Mangeshkar

10
Balam Tujhe Mera Salam

Shamshad Begum

11
Tose Nazariya Ladayi

Suman Kalyanpur

12
Sone Deti Hai Na

Mohammed Rafi

13
Pi Lo Aaj Pi Lo

Mohammed Rafi

14
Patanga Jal Jal Mar Jaaye

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

15
Sham Ke Rang Me Rang

Lata Mangeshkar

16
Thoda Ruk Jayegi To

Mohammed Rafi