Main Yahan Hoon - Veer-Zaara lyrics | Veer-Zaara - Main Yahan Hoon lyrics

Main Yahan Hoon is a hindi song from the 2004 movie Veer-Zaara. Main Yahan Hoon singer is Udit Narayan. Main Yahan Hoon composer is Madan Mohan Kohli and Main Yahan Hoon lyricist or song writer is Javed Akhtar. Main Yahan Hoon music director is Madan Mohan Kohli. Main Yahan Hoon features Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji. Main Yahan Hoon director is and the producer is . The audio of Main Yahan Hoon song was released on 12th November, 2004 by YRF Music. Main Yahan Hoon YouTube video song can be watched above.


Jaanam dekh lo
Mit gayi duriyaan
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha


Jaanam dekh lo
Mit gayi duriyaan
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha
Jaanam dekh lo
Mit gayi duriyaan
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha
Kaisi sarhadein
Kaisi majburiyaan
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha


Tum chhupa na sakogi
Main woh raaz hun
Tum bhula na sakogi
Woh andaaz hun
Gunjta hun jo dil mein
Toh hairaan ho kyun
Main tumhaare hi dil
Ki toh awaaz hun
Sun sako toh suno
Dhadkanon ki zabaan
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha
Kaisi sarhadein
Kaisi majburiyaan
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha


Main hi main ab tumhaare
Khayaalon mein hun
Main jawaabon mein hun
Main sawaalon mein hun
Main tumhaare har ek
Khwaab mein hun basa
Main tumhaari nazar
Ke ujaalon mein hun
Dekhti ho mujhe
Dekhti ho jahaan
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha
Jaanam dekh lo
Mit gayi duriyaan
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha
Kaisi sarhadein
Kaisi majburiyaan
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha
Main yaha hun yaha
Hun yaha hun yaha.



Movie/album: Veer-Zaara
Singers: Udit Narayan
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: Madan Mohan Kohli
Music Director: Madan Mohan Kohli
Music Label: YRF Music
Starring: Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji
Release on: 12th November, 2004
1. Who is the music director of the song Main Yahan Hoon
Ans: Main Yahan Hoon song music director is Madan Mohan Kohli
2. Who is/are the singer/singers of the song Main Yahan Hoon
Ans: Main Yahan Hoon song singer is Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Main Yahan Hoon
Ans: Main Yahan Hoon song composer is Madan Mohan Kohli
4. Who is the Lyricist of the song Main Yahan Hoon
Ans: Main Yahan Hoon song lyricist is Javed Akhtar
5. What is the movie of the song Main Yahan Hoon
Ans: Main Yahan Hoon song is from Veer-Zaara
6. Who wrote the song Main Yahan Hoon
Ans: Main Yahan Hoon song is written by Javed Akhtar

Find other songs in - Veer-Zaara

1
Jaane Kyun

Lata Mangeshkar

2
Tum Paas Aa Raahein Ho

Jagjit Singh, Lata Mangeshkar

3
Lodi

Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Udit Narayan

4
Aaya Tere Dar Par

Ahmed Hussain, Mohammad Hussain

5
Hum To Bhai Jaise

Lata Mangeshkar

6
Kyun Hawa

Lata Mangeshkar, Sonu Nigam

7
Do Pal

Lata Mangeshkar, Sonu Nigam

8
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan

Lata Mangeshkar, Udit Narayan

9
Aisa Des Hai Mera

Gurdas Mann, Lata Mangeshkar, Pritha Mazumdar, Udit Narayan

10
Tere Liye

Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod