Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) - Mujrim lyrics | Mujrim - Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) lyrics

Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) is a hindi song from the 1989 movie Mujrim. Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) singer is Mohammed Aziz. Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) composer is Anu Malik and Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) lyricist or song writer is Brij Bihari, Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Sameer. Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) music director is Anu Malik. Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) features Mithun Chakraborty, Madhuri Dixit, Nutan, Amrish Puri, Pallavi Joshi Shakti Kapoor, Sharat Saxena. Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) director is and the producer is . The audio of Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) song was released on 28th June, 1989 by Tips Music. Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) YouTube video song can be watched above.


Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai
Pakda gaya wo chor hai
Jo bach gaya wo sayana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai
Pakda gaya wo chor hai
Jo bach gaya wo sayana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai


Jis umar mein chhiye maa ka aachal
Mujhko salakhe mili
Dhandhe ke hatho me pustak ke badle
Hathkadiya dali kayi
Bachpan hi jab thane me bita
Jawani ka phir kya thikana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai


Main tha pasina bahane ko razi
Roti na phir bhi mili
Maine sarafat se jina chaha
Thoakr pe thokar lagi
Mai tha pasina bahane ko razi
Roti na phir bhi mili
Maine sarafat se jina chaha
Thoakr pe thokar lagi
Kaise bhi ho pet ki aag hai ye
Pet ki aag ko bujhana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai


Papo ki basti mein kaise rahega
Banke koi devta
Jeevan ke sangram mein sab munasif
Kya hai bhala kya hai bura
Insan lekin kabhi ye na bhule
Bhagwan ke ghar bhi jana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai
Pakda gaya wo chor hai
Jo bach gaya wo sayana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara zamana hai.



Movie/album: Mujrim
Singers: Mohammed Aziz
Song Lyricists: Brij Bihari, Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Sameer
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Tips Music
Starring: Mithun Chakraborty, Madhuri Dixit, Nutan, Amrish Puri, Pallavi Joshi Shakti Kapoor, Sharat Saxena
Release on: 28th June, 1989
1. Who is the music director of the song Mujrim Na Kehna Mujhe (Title)
Ans: Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) song music director is Anu Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Mujrim Na Kehna Mujhe (Title)
Ans: Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) song singer is Mohammed Aziz
3. Who is the Composer of the song Mujrim Na Kehna Mujhe (Title)
Ans: Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) song composer is Anu Malik
4. Who is the Lyricist of the song Mujrim Na Kehna Mujhe (Title)
Ans: Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) song lyricist is Brij Bihari, Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Sameer
5. What is the movie of the song Mujrim Na Kehna Mujhe (Title)
Ans: Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) song is from Mujrim
6. Who wrote the song Mujrim Na Kehna Mujhe (Title)
Ans: Mujrim Na Kehna Mujhe (Title) song is written by Brij Bihari, Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Sameer

Find other songs in - Mujrim

1
Sun Sun Madras Ki Chhori

Asha Bhosle, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

2
Karke Pyar Pyar

Asha Bhosle

3
Jaaye Na Pakad Kahin

Asha Bhosle

4
Jaane Jigar Yun Hi Agar

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

5
Do Nigahen Teri

Asha Bhosle

6
Chanda Chandni Mein

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

7
Baithe Baithe Door Se

Asha Bhosle

8
Zulf Ke Phande

Mohammed Rafi

9
Dil Ka Mehman

Asha Bhosle

10
Raat Bhi Sard Hai

Asha Bhosle

11
Aye Meri Jaan E Chaman

Mohammed Rafi

12
Mujrim Jo Pyar Ka Hai

Asha Bhosle

13
Main Hoon Roop Ki Rani

Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Shamshad Begum

14
Raat Ke Baarah Baje

Alka Yagnik, Amit Kumar, Anu Malik

15
Naiyo Jeena Tere Bina

Mohammed Aziz, Sadhana Sargam

16
17
Daata Pyar De

Sadhana Sargam

18
Boom Boom Shaka

Anu Malik, Mohammed Aziz