Paise Ka Kya Yakeen - Suhana Safar lyrics | Suhana Safar - Paise Ka Kya Yakeen lyrics

Paise Ka Kya Yakeen is a hindi song from the 1970 movie Suhana Safar. Paise Ka Kya Yakeen singer is Mohammed Rafi. Paise Ka Kya Yakeen composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Paise Ka Kya Yakeen lyricist or song writer is Anand Bakshi. Paise Ka Kya Yakeen music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Paise Ka Kya Yakeen features Shashi Kapoor, Sharmila Tagore. Paise Ka Kya Yakeen director is and the producer is . The audio of Paise Ka Kya Yakeen song was released on null by Saregama. Paise Ka Kya Yakeen YouTube video song can be watched above.


Haye re paisa haye re paisa
Haye re paisa haye
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya


Paise ke badle tumhari
Aankhe koi mange
Kya de doge kya de doge
Daulat ke badle tumhari
Izzat koi mange
Kya de doge kya de doge
Aao aao in paise
Walo ko samjhao
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya


Kya sohni ke paas koi
Jagir thi jo mahiwal hua
Deewana hua deewana
Kya majnu tha seth
Kya majnu tha seth koi
Jo dil de baithi laila
Ye batlana aji batlana
Jao jao us ladki
Deewani ko samjhao
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya


Dhadak sakte hai banke
Dil kabhi sine mein
Ho kabhi sine mein
Sona chandi
Ho sona chandi hi nahi
Kuch or bhi hota hai
Yaro jeene mein ha jeene mein
Jao jao us khidki ke niche gao
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya.



Movie/album: Suhana Safar
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Release on: null
1. Who is the music director of the song Paise Ka Kya Yakeen
Ans: Paise Ka Kya Yakeen song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Paise Ka Kya Yakeen
Ans: Paise Ka Kya Yakeen song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Paise Ka Kya Yakeen
Ans: Paise Ka Kya Yakeen song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Paise Ka Kya Yakeen
Ans: Paise Ka Kya Yakeen song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Paise Ka Kya Yakeen
Ans: Paise Ka Kya Yakeen song is from Suhana Safar
6. Who wrote the song Paise Ka Kya Yakeen
Ans: Paise Ka Kya Yakeen song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Suhana Safar

2
Suhana Safar (Title)

Mohammed Rafi

3
Choodiyaan Bazaar Se

Asha Bhosle, Mohammed Rafi