Pal Pal Hai Bhaari - Swades lyrics | Swades - Pal Pal Hai Bhaari lyrics

Pal Pal Hai Bhaari is a hindi song from the 2004 movie Swades. Pal Pal Hai Bhaari singers are Ashutosh Gowariker, Madhushree, Vijay Prakash. Pal Pal Hai Bhaari composer is A.R. Rahman and Pal Pal Hai Bhaari lyricist or song writer is Javed Akhtar. Pal Pal Hai Bhaari music director is A.R. Rahman. Pal Pal Hai Bhaari features Shah Rukh Khan, Gayatri Joshi, Kishori Balal, Smith Seth, Lekh Tandon. Pal Pal Hai Bhaari director is and the producer is . The audio of Pal Pal Hai Bhaari song was released on 17th December, 2004 by T-Series. Pal Pal Hai Bhaari YouTube video song can be watched above.


Pal pal hai bhaari
Woh bipta haiyaai
Mohe bachaane
Ab aao raghu raayi
Aao raghuveer aao
Raghupati raam aao
More mann ke swaami
More shri raam aao
Raam raam japti hoon
Sun lo meri raam aao
Raam raam jhapti hoon
Sun lo meri raam ji
Baje satya ka danka
Jale paap ki lanka
Issi shan tum
Aao mukt karaao
Sun bhi lo ab meri duhaai
Pal pal hai bhaari
Woh bipta haiyaai
Mohe bachaane
Ab aao raghu raayi


Raam ko bhoolo ye
Dekho raavan aaya hai
Phaili saari shristi par
Jiski chhaaya hai
Jo jagti ho raam raam
Tum kyun leti ho
Raam naam tum
Raam raam ka ratan jo
Tumne hai lagaaya sita
Sita tumne hai raam mein
Aisa kya gun paaya


Dil paayega unke gun ko ye kya
Itne shabd hi kahaan hai
Pahonchega us shikhari ke kaun
Bhala mere raamji jahaan hai
Jag mein sab se uttam hai
Mariyaada purushottam hai
Sab se shakti shaali hai
Phir bhi rakhte sayam hai par
Unke sayam ki ab
Aane ko hai seema
Raavan samay hai
Maang le kshama


Baje satya ka danka
Jale paap ki lanka
Aaye raaja raam
Kare ham pranaam
Sang laaye
Lakshman jaisa bhaai


Pal pal hai bhaari
Woh bipta haiyaai
Mohe bachaane
Ab aao raghu raayi


Raam mein shakti agar hai
Raam mein saahas hai jo
Kyun hain aaye abhi tak
Woh tumhaari rakhsha ko
Jinka varanan karne mein
Thakti nahin ho tum yahaan
Ye bataao woh tumhaare
Raam hai is pal kahaan


Raam hriday hai mein mere
Raam bhi dhadhkan mein hai
Raam mere aatma mein
Raam hi jeevan mein hai
Raam har pal mein hai mere
Raam hai har swaas mein
Raam har aasha mein meri
Raam hi har aas mein


Ho..raam hi toh karuna mein
Hai shaanti mein raam hai
Raam hi hai ekta mein
Pragati mein raam hai
Raam bas bhakton nahin
Shatru ke beech chintan hai
Dekh taj ke paap raavan
Raam tere mann mein hai
Raam tere mann mein hai
Raam mere mann mein hai
Raam tere mann mein hai
Raam mere mann mein hai
Raam toh ghar ghar mein
Har raam har aangan mein hai
Mannse raavan jo nikaale
Raam uske mann mein hai
Mannse raavan jo nikaale
Raam uske mann mein hai


Hoaahoaahohoho


Pal pal hai bhaari
Woh bipta haiyaai
Mohe bachaane ab
Aao raghu raayi


Suno raamji aaye
Gun raam ke gaaye
Raaja raamchandra aaye
Shri raamchandra aaye
Raamji aaye gun
Raam ke gaaye
Shri raamchandra aaye ho


Suno raamji aaye
Gun raam ke gaaye
Raaja raamchandra aaye
Shri raamchandra aaye
Raamji aaye gun raam ke gaaye
Shri raamchandra aaye ho.



Movie/album: Swades
Singers: Ashutosh Gowariker, Madhushree, Vijay Prakash
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: A.R. Rahman
Music Director: A.R. Rahman
Music Label: T-Series
Starring: Shah Rukh Khan, Gayatri Joshi, Kishori Balal, Smith Seth, Lekh Tandon
Release on: 17th December, 2004
1. Who is the music director of the song Pal Pal Hai Bhaari
Ans: Pal Pal Hai Bhaari song music director is A.R. Rahman
2. Who is/are the singer/singers of the song Pal Pal Hai Bhaari
Ans: Pal Pal Hai Bhaari song singers are Ashutosh Gowariker, Madhushree, Vijay Prakash
3. Who is the Composer of the song Pal Pal Hai Bhaari
Ans: Pal Pal Hai Bhaari song composer is A.R. Rahman
4. Who is the Lyricist of the song Pal Pal Hai Bhaari
Ans: Pal Pal Hai Bhaari song lyricist is Javed Akhtar
5. What is the movie of the song Pal Pal Hai Bhaari
Ans: Pal Pal Hai Bhaari song is from Swades
6. Who wrote the song Pal Pal Hai Bhaari
Ans: Pal Pal Hai Bhaari song is written by Javed Akhtar

Find other songs in - Swades

1
Yun Hi Chala Chal

Hariharan, Kailash Kher, Udit Narayan

2
Yeh Jo Des Hai Tera

A.R. Rahman

3
Aahista Aahista

Sadhana Sargam, Udit Narayan

4
Yeh Tara Woh Tara

Baby Pooja, Master Vignesh, Udit Narayan

5
Saanwariya Saanwariya

Alka Yagnik

6
Dekho Na

Alka Yagnik, Udit Narayan