Qurban Meri Jaan - Bijli Aur Toofan lyrics | Bijli Aur Toofan - Qurban Meri Jaan lyrics

Qurban Meri Jaan is a hindi song from the 1988 movie Bijli Aur Toofan. Qurban Meri Jaan singer is Mohammed Aziz. Qurban Meri Jaan composer is Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman) and Qurban Meri Jaan lyricist or song writer is Khalid Shareef. Qurban Meri Jaan music director is Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman). Qurban Meri Jaan features Hemant Birje, Sonika Gill, Sri Prada, Kader Khan, Sadashiv Amrapurkar, Raza Murad, Deva. Qurban Meri Jaan director is and the producer is . The audio of Qurban Meri Jaan song was released on 1st June, 1988 by T-Series. Qurban Meri Jaan YouTube video song can be watched above.


Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Marta hai musalma,
Marta hai musalman mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par


Allah ne bkasha din noora ni khjana
Ek main nahi kahta hu ye kahta hai zmana
Allah ne bkasha din noora ni khjana
Ek main nahi kahta hu ye kahta hai zmana
Hote na mohammad to kaha hota thikana
Laya hu main iman mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par


Us kali kamli wale ka ek wakaya suno
Ishq ke rasul kahte kise hai zara suno
Mulke arab me ek tikha tuna bemisal
Tha uska dil rasul ki ulfat se malamal
Dorane jang chal chali dushmanan ne
Falayi ye khabar ke mohammad nahi rahe
Sunte hi is khabar ko preshan ho gayi
Ghar se nikal ke jang ke madan ko chali


Biwi ne raste mein kai logo ko dekha
Mere hujur kaise hai majme se ye puchha
Khamosh sab khade rahe aur koi na bola
Ek shkas ne jawab diya uski bat ka
Hajrat to khariyat se hai par hai buri khabar
Is jang mein tumhare shohar gaye gujar
Sunte hi is khabar ko kiya sabar aur parnam


Ek zakham kaya magar dil par phir bhi na ruki
Hajrat ko dekhne ke liye dodne lagi
Majma ek aur nazar aaya usko samne
Achhe to rasul hai lagi sab se puchhne
Khamosh sab khade rahe aur koi na bola
Ek shkas ne jawab diya uski bat ka
Hajrat to khariyat se hai par hai buri khabar
Is jang mein tumhara beta gaya hai mar
Sunte hi is khabar ko kiya sabar aur parnam


Itne mein usko dur nazar aa gaye nabi
Ek dam khushi se aapke kadmo pe gir padi
Pyare nabi ne sabar ki talkim ki use
Barish ho bharkato ki tujh par khuda kare
Aurat ne ye suna to kaha aye mere nabi
Jab aap slamat hai to phir gham nahi koi
Pyare hujur mere sabhi aap pe kurba
Hum aap ki umat mein hai hum par hai ye ehsa


Paigam hai sabhi ke liye aapka farma
Hai khatam dastan mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Marta hai musalma,
Marta hai musalman mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par
Qurban meri jaan mohammad ke naam par


Qurban meri jaan
Mohammad ke naam par
Mohammad ke naam par.



Movie/album: Bijli Aur Toofan
Singers: Mohammed Aziz
Song Lyricists: Khalid Shareef
Music Composer: Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Music Director: Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Music Label: T-Series
Starring: Hemant Birje, Sonika Gill, Sri Prada, Kader Khan, Sadashiv Amrapurkar, Raza Murad, Deva
Release on: 1st June, 1988
1. Who is the music director of the song Qurban Meri Jaan
Ans: Qurban Meri Jaan song music director is Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
2. Who is/are the singer/singers of the song Qurban Meri Jaan
Ans: Qurban Meri Jaan song singer is Mohammed Aziz
3. Who is the Composer of the song Qurban Meri Jaan
Ans: Qurban Meri Jaan song composer is Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
4. Who is the Lyricist of the song Qurban Meri Jaan
Ans: Qurban Meri Jaan song lyricist is Khalid Shareef
5. What is the movie of the song Qurban Meri Jaan
Ans: Qurban Meri Jaan song is from Bijli Aur Toofan
6. Who wrote the song Qurban Meri Jaan
Ans: Qurban Meri Jaan song is written by Khalid Shareef

Find other songs in - Bijli Aur Toofan

1
Sapere Bin Baja

Anuradha Paudwal

2
Main To Ho Gaya Deewana

Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar

3
Khilone Wali Aayee

Chandrani Mukherjee, Kavita Krishnamurthy

4
Lalaji Jiye Tora Lalla

Bhushan Mehta, Kavita Krishnamurthy