Saat Ajube Is Duniyaa Men - Dharam Veer lyrics | Dharam Veer - Saat Ajube Is Duniyaa Men lyrics

Saat Ajube Is Duniyaa Men is a hindi song from the 1977 movie Dharam Veer. Saat Ajube Is Duniyaa Men singers are Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Saat Ajube Is Duniyaa Men composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Saat Ajube Is Duniyaa Men lyricist or song writer is Anand Bakshi. Saat Ajube Is Duniyaa Men music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Saat Ajube Is Duniyaa Men features Dharmendra, Zeenat Aman, Jeetendra, Neetu Singh, Pran, Indrani Mukherjee, Jeevan, Ranjeet. Saat Ajube Is Duniyaa Men director is and the producer is . The audio of Saat Ajube Is Duniyaa Men song was released on 18th March, 1977 by Polydor. Saat Ajube Is Duniyaa Men YouTube video song can be watched above.


Sat ajube iss duniya me
Aathavi apni jodi
Sat ajube iss duniya me
Aathavi apni jodi
Are tode se bhi tute naa
Yeh dharam vir ki jodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho
Sat ajube iss duniya
Me aathavi apni jodi
Sat ajube iss duniya
Me aathavi apni jodi
Are tode se bhi tute naa
Yeh dharam vir ki jodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho


Koyi tujhko de
Aavaz toh mai bolu
Koyi tujhe pukare
Toh mai lab kholu
Koyi tujhko de
Aavaz toh mai bolu
Koyi tujhe pukare
Toh mai lab kholu
Kya jina aur kya mar
Jana aisa hota hai yarana
Arey chhodi yaro ne duniya
Par yar ki banh naa chhodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho


Yeh ladki hai ya
Resham ki dor hai
Kitna gussa hai
Kitani munhajor hai
Yeh ladki hai ya
Resham ki dor hai
Kitna gussa hai
Kitani munhajor hai
Dhila chhod naa dena hans
Ke rakhna dost lagam kas ke
Are mushkil se kabu me
Aaye ladki ho yaa ghodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho
Sat ajube iss duniya me
Aathavi apni jodi
Are tode se bhi tute naa
Yeh dharam vir ki jodi
Aa aa aa


Dukh sukh ke ham
Sathi hain yeh vada hai
Apna jo kuchh hai
Sab aadha aadha hai
Dukh sukh ke ham
Sathi hain yeh vada hai
Apna jo kuchh hai
Sab aadha aadha hai
Jo yeh sachcha vada hai
Toh sab kuch aadha aadha hai toh
Are rani man se mujhko
Bhi mamta mil jaye thodi
Aa aa aa
Sat ajube iss duniya
Me aathavi apni jodi
Sat ajube iss duniya
Me aathavi apni jodi
Are tode se bhi tute naa
Yeh dharam vir ki jodi
Ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho aa aa aa.



Movie/album: Dharam Veer
Singers: Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Polydor
Starring: Dharmendra, Zeenat Aman, Jeetendra, Neetu Singh, Pran, Indrani Mukherjee, Jeevan, Ranjeet
Release on: 18th March, 1977
1. Who is the music director of the song Saat Ajube Is Duniyaa Men
Ans: Saat Ajube Is Duniyaa Men song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Saat Ajube Is Duniyaa Men
Ans: Saat Ajube Is Duniyaa Men song singers are Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Saat Ajube Is Duniyaa Men
Ans: Saat Ajube Is Duniyaa Men song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Saat Ajube Is Duniyaa Men
Ans: Saat Ajube Is Duniyaa Men song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Saat Ajube Is Duniyaa Men
Ans: Saat Ajube Is Duniyaa Men song is from Dharam Veer
6. Who wrote the song Saat Ajube Is Duniyaa Men
Ans: Saat Ajube Is Duniyaa Men song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Dharam Veer

1
Ham Banjaro Ki

Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

2
Band Ho Muthhi Toh Lakh Ki

Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

3
Arey Maine Tujhko Chaha

Mohammed Rafi