Sone Ke Tere Jhumke - Daku Mangal Singh lyrics | Daku Mangal Singh - Sone Ke Tere Jhumke lyrics

Sone Ke Tere Jhumke is a hindi song from the 1966 movie Daku Mangal Singh. Sone Ke Tere Jhumke singers are Mohammed Rafi, Usha Khanna. Sone Ke Tere Jhumke composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Sone Ke Tere Jhumke lyricist or song writer is Anand Bakshi. Sone Ke Tere Jhumke music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Sone Ke Tere Jhumke features Dara Singh, Mumtaz, Prithviraj Kapoor. Sone Ke Tere Jhumke director is and the producer is . The audio of Sone Ke Tere Jhumke song was released on null by Saregama. Sone Ke Tere Jhumke YouTube video song can be watched above.


Sone ke tere jhumke, sone ke tere jhumke
Chandi ki anguthi hai
Sone ke tere jhumke, chandi ki anguthi hai
Tarife hai sab lekin tu wade ki juthi hai
Mai tujhse nahi ruthi tu mujhse kyu rutha hai
Mai wade ki juthi hu tu waise bhi jutha hai
Are sone ke tere jhumke, chandi ki anguthi hai


Ye sikwe gile kaise subah sham kar to hai
Ye sikwe gile kaise subah sham kar to hai
Na kabhi kasuro ko badnam karta hai
Kyu badnam kyu badnam karta hai
Ilzam hai ye tujhpe, uilzam hai ye tujhpe
Nindiya tune luti hai
Tarife hai sab lekin tu wade ki juthi hai
O sone ke tere jhumke, chandi ki anguthi hai


Tune to kahi ka bhi jalim na mujhe choda
Tune to kahi ka bhi jalim na mujhe choda
Kahde tu kasam se kya dil mera nahi toda
Ho dil mera, dil mera nahi toda
Dil toda to kya dil to
Dil toda to kya dil to
Har aashik ka tuta hai
Mai wade ki juthi hu tu waise bhi jutha hai
Mai tujhse nahi ruthi tu mujhse kyu rutha hai


Mai aisi buri hu kya, ja tujhe laga lungi
Mai aisi buri hu kya, ja tujhe laga lungi
Chup jaungi ghunghat me or ghunghat na kholungi
Ghunghat are ghunghat na kholungi
O lagti hai hasi kitni lagti hai hasi kitni hai
Thodi si jo ruthi hai
Tarife hai sab lekin tu wade ki juthi hai
Mai wade ki juthi hu tu waise bhi jutha hai
Tu waise bhi jutha hai.



Movie/album: Daku Mangal Singh
Singers: Mohammed Rafi, Usha Khanna
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Dara Singh, Mumtaz, Prithviraj Kapoor
Release on: null
1. Who is the music director of the song Sone Ke Tere Jhumke
Ans: Sone Ke Tere Jhumke song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Sone Ke Tere Jhumke
Ans: Sone Ke Tere Jhumke song singers are Mohammed Rafi, Usha Khanna
3. Who is the Composer of the song Sone Ke Tere Jhumke
Ans: Sone Ke Tere Jhumke song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Sone Ke Tere Jhumke
Ans: Sone Ke Tere Jhumke song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Sone Ke Tere Jhumke
Ans: Sone Ke Tere Jhumke song is from Daku Mangal Singh
6. Who wrote the song Sone Ke Tere Jhumke
Ans: Sone Ke Tere Jhumke song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Daku Mangal Singh

1
Ankhon Ke Samne

Lata Mangeshkar

2
Pyar Kiya Hai

Asha Bhosle

3
Ek To Ye Bahar

Lata Mangeshkar

4
Aaya Holi Ka

Mohammed Rafi, Shamshad Begum