Suno Suno Banwari More Duniya - Jeet lyrics | Jeet - Suno Suno Banwari More Duniya lyrics

Suno Suno Banwari More Duniya is a hindi song from the 1949 movie Jeet. Suno Suno Banwari More Duniya singers are Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Vinod. Suno Suno Banwari More Duniya composer is Anil Krishna Biswas, Shyam Babu Pathak and Suno Suno Banwari More Duniya lyricist or song writer is Prem Dhawan. Suno Suno Banwari More Duniya music director is Anil Krishna Biswas, Shyam Babu Pathak. Suno Suno Banwari More Duniya features Dev Anand, Suraiya, Kanhaiya Lal, Durga Khote. Suno Suno Banwari More Duniya director is and the producer is . The audio of Suno Suno Banwari More Duniya song was released on 24th August, 1949 by Saregama. Suno Suno Banwari More Duniya YouTube video song can be watched above.


Suno suno banwari mori
Suno suno banwari mori
Duniya duniya teri bhai dukhiyari
Suno suno banwari mori
Suno suno


Mahlo mein koi ras rachaye
Koi dar dar thokar khaye
Mahlo mein koi ras rachaye
Koi dar dar thokar khaye
Ek hase ek roye
Ek hase ek roye
Jag mein kaise tujhse dekha jaye
Kaise tujhse dekha jaye


Ye kaisa anyay murari
Ye kaisa anyay murari
Duniya teri bhai dukhiyari
Suno suno banwari mori
Suno suno


Is dharti se sona nikle
Is aakash se amrit barse
Is dharti se sona nikle
Is aakash se amrit barse
Phir bhi teri kitni duniya
Roti ke tukdo ko tarse
Phir bhi teri kitni duniya
Roti ke tukdo ko tarse
Bukhe hai lakho nar nari
Suno suno banwari mori
Suno suno banwari mori
Duniya duniya teri bhai dukhiyari
Suno suno banwari mori
Suno suno


Deen dharam ke jhagdo mein
Duniya teri mit ti jaye
Deen dharam ke jhagdo mein
Duniya teri mit ti jaye
Dhan daulat ke naam pe
Bhai bhai ka hi lahu bahaye
Dhan daulat ke naam pe
Bhai bhai ka hi lahu bahaye
Hame jagade rah batade
Hame jagade rah batade
Rakhle laz hamari
Suno suno banwari mori
Suno suno banwari mori
Duniya teri bhai dukhiyari
Suno suno banwari mori
Suno suno.



Movie/album: Jeet
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Vinod
Song Lyricists: Prem Dhawan
Music Composer: Anil Krishna Biswas, Shyam Babu Pathak
Music Director: Anil Krishna Biswas, Shyam Babu Pathak
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Suraiya, Kanhaiya Lal, Durga Khote
Release on: 24th August, 1949
1. Who is the music director of the song Suno Suno Banwari More Duniya
Ans: Suno Suno Banwari More Duniya song music director is Anil Krishna Biswas, Shyam Babu Pathak
2. Who is/are the singer/singers of the song Suno Suno Banwari More Duniya
Ans: Suno Suno Banwari More Duniya song singers are Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Vinod
3. Who is the Composer of the song Suno Suno Banwari More Duniya
Ans: Suno Suno Banwari More Duniya song composer is Anil Krishna Biswas, Shyam Babu Pathak
4. Who is the Lyricist of the song Suno Suno Banwari More Duniya
Ans: Suno Suno Banwari More Duniya song lyricist is Prem Dhawan
5. What is the movie of the song Suno Suno Banwari More Duniya
Ans: Suno Suno Banwari More Duniya song is from Jeet
6. Who wrote the song Suno Suno Banwari More Duniya
Ans: Suno Suno Banwari More Duniya song is written by Prem Dhawan

Find other songs in - Jeet

1
Ban Jaao Hindustaani

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

2
Kaam Karo Bhai Kaam Karo

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Vinod

3
Tum Man Ki Peeda Kya Samjho

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

4
Kuchh Phool Khile Armano Ke

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

5
Hans Le Ga Le O Chand Mere

Lata Mangeshkar

6
7
Tum Meet Mere

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

8
Chaahe Kitni Kathin Dagar Ho

Shankar Dasgupta, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

9
Bablu Miyaan

Lata Mangeshkar, Rajendra Nath

10
Kisi Akeli Ladaki Ko

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

11
Mai Maama Ban Gaya

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

12
Dulhan Banati Hai Haay

Lata Mangeshkar

13
Shishi Bhari Gulaab Ki

Lata Mangeshkar

14
Chal Prem Nagar Jaayega

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

15
Sajan Ghar Aana

Alka Yagnik, Udit Narayan

16
Yaara O Yaara

Alka Yagnik, Vinod Rathod

17
Waadon Se Nahi Yaadon Se Nahi

Alka Yagnik, Kumar Sanu

18
Tu Dharti Pe Chaahe

Alka Yagnik, Kumar Sanu

19
Saanson Ka Chalna

Alka Yagnik, Udit Narayan

20
Dil Ka Kya Kare Sahib

Kavita Krishnamurthy

21
Abhi Sans Lene Ki Fursat Nahin Hai

Alka Yagnik, Sonu Nigam