Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani - Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz lyrics | Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz - Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani lyrics

Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani is a hindi song from the 1982 movie Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz. Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani singer is Bhupinder Singh. Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani composer is Abid Shah and Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani lyricist or song writer is Abid Shah, Malik Anwar. Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani music director is Abid Shah. Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani features Yusuf Kamal, Farhat Choudhary, Zeenat Shah. Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani director is and the producer is . The audio of Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani song was released on 1st January, 1982 by Saregama. Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani YouTube video song can be watched above.


Teri yaad hi ab sahara bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai
Ke jeene ka ab yeh bahana bani hai
Koi in yaado ko chhun na paaye
Darpan mein yaadon ke tu hi nazar aaye
Ke yaade meri zindagani bani hai
Ke yaade meri zindagani bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai


Saza tha na gulshan fizaa aa gayi hain
Bana tha na aashiyaan ke bijali giri re
Saza tha na gulshan fizaa aa gayi hain
Bana tha na aashiyaan ke bijali giri re
Main jaaun kahaan main jaaun kahaan ke
Mera koi nahin hai
Judaai teri ab qayamat bani hai
Judaai teri ab qayamat bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai


Zamane ne hum ko juda kar diya re
Kaisa neerala gham hum ko diya re
Zamane ne hum ko juda kar diya re
Kaisa neerala gham hum ko diya re
Na jeene diya
Na jeene diya ne na humko marne diya re
Jawaani meri ek kahaani bani hai
Jawaani meri ek kahaani bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai


Andheron mein aakar main kyun gir gaya re
Chahat ka badla yeh kaisa mila re
Andheron mein aakar main kyun gir gaya re
Chahat ka badla yeh kaisa mila re
Hain manzil kahaan
Hain manzil kahaan yeh mujhekoi bataa de
Ke saathi koi ab jahaan mein nahin hain
Ke saathi koi ab jahaan mein nahin hain
Teri yaad hi ab sahara bani hai
Ke jeene ka ab yeh bahana bani hai
Koi in yaado ko chhun na paaye
Darpan mein yaadon ke tu hi nazar aaye
Ke yaade meri zindagani bani hai
Ke yaade meri zindagani bani hai
Teri yaad hi ab sahara bani hai.



Singers: Bhupinder Singh
Song Lyricists: Abid Shah, Malik Anwar
Music Composer: Abid Shah
Music Director: Abid Shah
Music Label: Saregama
Starring: Yusuf Kamal, Farhat Choudhary, Zeenat Shah
Release on: 1st January, 1982
1. Who is the music director of the song Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani
Ans: Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani song music director is Abid Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani
Ans: Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani song singer is Bhupinder Singh
3. Who is the Composer of the song Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani
Ans: Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani song composer is Abid Shah
4. Who is the Lyricist of the song Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani
Ans: Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani song lyricist is Abid Shah, Malik Anwar
5. What is the movie of the song Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani
Ans: Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani song is from Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz
6. Who wrote the song Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani
Ans: Teri Yaad Hi Ab Sahara Bani song is written by Abid Shah, Malik Anwar

Find other songs in - Sultan-E-Deccan: Banda Nawaz

1
Parwar Digara

Anuradha Paudwal

2
Mere Banda Nawaz

Aziz Nazan

3
Kissi Ne Bhi Dulhan

Usha Mangeshkar

4
Dil Ki Baat Sunu

Usha Mangeshkar

5
Bigdi Bana De

Anuradha Paudwal

6
Yeh Aankhe Tumhari

Bhupinder Singh, Mitali Singh