Tu Saajan Ka Pyar Hai - Souten Ki Beti lyrics | Souten Ki Beti - Tu Saajan Ka Pyar Hai lyrics

Tu Saajan Ka Pyar Hai is a hindi song from the 1989 movie Souten Ki Beti. Tu Saajan Ka Pyar Hai singers are Anuradha Paudwal, Sadhana Sargam. Tu Saajan Ka Pyar Hai composer is Vedpal Verma and Tu Saajan Ka Pyar Hai lyricist or song writer is Saawan Kumar Tak. Tu Saajan Ka Pyar Hai music director is Vedpal Verma. Tu Saajan Ka Pyar Hai features Jeetendra, Rekha, Jayapradha. Tu Saajan Ka Pyar Hai director is and the producer is . The audio of Tu Saajan Ka Pyar Hai song was released on 27th June, 1989 by T-Series. Tu Saajan Ka Pyar Hai YouTube video song can be watched above.


Main to bas patni hun
Unki tu saajan ka pyaar hai
Tu saajan ka pyaar hai
Jitna mera hakk hai unpar
Tera hi adhikaar hai
Tu saajan ka pyar hai
Na koi mera hakk unpar
Na koi adhikaar hai
Tuhi suhaagan hai saajan ki
Tu saajan ka pyaar hai
Tu saajan ka pyaar hai


Iss dehlij ko paar na karna
Warana gajab ho jayega
Iss dehlij ko paar na karna
Warana gajab ho jayega
Hara bhara ye ghar behna
Bin aag lage jal jayega
Tu nahi tulsi iss aangan tu
Toh ghar ki bahaar hai
Tu saajan ka pyar hai


Paani par bhoole se bani
Aur miit gayi woh tasveer hun
Paani par bhoole se bani
Aur miit gayi woh tasveer hun
Maalik bhi likh kar roya hain
Main aisi takdeer hun
Main dali se tooti pati
Mera ghar na dwar hai
Tu hi unaka pyar hai


Maa hokar bhi betiko tum
Maa se judaa karati hai
Maa hokar bhi betiko tum
Maa se judaa karati hai
Phool se bachapan ki ankhon
Mein kyun sawan bharati hai
Ye pooja kaa phool hai pagali
Pyar kaa upahar hai
Tu saajan kaa pyar hai


Laut ja tu apne ghar tu
Mujhe andhiyaron mein kho jane de
Laut ja tu apne ghar tu
Mujhe andhiyaron mein kho jane de
Main raste ki dhul hun
Mujhako raste mein reh jane de
Katon se khushabu ki chahat
Karana to bekar hai
Tu hi unaka pyar


Ram ram kehna hai aab to
Ram ram kehna hai aab to
Aant mein ladali behna
Ram ram kehna hai aab to
Ram ram kehna hai aab to
Aant mein ladali behna
Jis ghar ko main chhod
Chali hun tujhe usime rehana
Hath jodakar ye binati
Hai mat kehna inkar hai
Tu saajan ka pyar hai
Tu saajan ka pyar hai
Tu saajan ka pyar hai.



Movie/album: Souten Ki Beti
Singers: Anuradha Paudwal, Sadhana Sargam
Song Lyricists: Saawan Kumar Tak
Music Composer: Vedpal Verma
Music Director: Vedpal Verma
Music Label: T-Series
Starring: Jeetendra, Rekha, Jayapradha
Release on: 27th June, 1989
1. Who is the music director of the song Tu Saajan Ka Pyar Hai
Ans: Tu Saajan Ka Pyar Hai song music director is Vedpal Verma
2. Who is/are the singer/singers of the song Tu Saajan Ka Pyar Hai
Ans: Tu Saajan Ka Pyar Hai song singers are Anuradha Paudwal, Sadhana Sargam
3. Who is the Composer of the song Tu Saajan Ka Pyar Hai
Ans: Tu Saajan Ka Pyar Hai song composer is Vedpal Verma
4. Who is the Lyricist of the song Tu Saajan Ka Pyar Hai
Ans: Tu Saajan Ka Pyar Hai song lyricist is Saawan Kumar Tak
5. What is the movie of the song Tu Saajan Ka Pyar Hai
Ans: Tu Saajan Ka Pyar Hai song is from Souten Ki Beti
6. Who wrote the song Tu Saajan Ka Pyar Hai
Ans: Tu Saajan Ka Pyar Hai song is written by Saawan Kumar Tak

Find other songs in - Souten Ki Beti

1
Kahan The Aap

Lata Mangeshkar

3
Kaun Sunega Kisko Sunaye

Kishore Kumar

4
Hum Bhool Gaye

Lata Mangeshkar

5
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai

Anuradha Paudwal, Kishore Kumar

6
Barah Mahine Line Maari

Kishore Kumar, Meghna Shrivastava