Vrat Tumhara Jo Kare - Maa Santoshi Maa lyrics | Maa Santoshi Maa - Vrat Tumhara Jo Kare lyrics

Vrat Tumhara Jo Kare is a hindi song from the 2003 movie Maa Santoshi Maa. Vrat Tumhara Jo Kare singers are Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan. Vrat Tumhara Jo Kare composer is Vishwajeet and Vrat Tumhara Jo Kare lyricist or song writer is Abhilash. Vrat Tumhara Jo Kare music director is Vishwajeet. Vrat Tumhara Jo Kare features Bhagyashree, Alok Nath, Navin Nischol. Vrat Tumhara Jo Kare director is and the producer is . The audio of Vrat Tumhara Jo Kare song was released on null by T-Series. Vrat Tumhara Jo Kare YouTube video song can be watched above.


Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare vrat
Tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum
Uska beda par maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Jai ma  jai ma  jai ma  jai ma
Jai ma  jai ma  jai ma  jai ma


Maive paide ke ye chadave
Tumko na lalchaye
Bas gud aur chane hi mata
Man ko tumhare bhaye
Ho maiya man ko tumhare bhaye
Maive paide ke ye chadave
Tumko na lalchaye
Bas gud aur chane hi mata
Man ko tumhare bhaye
Ho maiya man ko tumhare bhaye
Itne me hi bhar deti ho
Ha itne me hi bhar deti ho
Sabke tum bhandar
Ma santoshi karti ho tum
Uska beda par maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par


Tumko koi kya dega ma
Tum ho dene wali
Raja dhani kuber tumhare
Dar pe sabhi sawali
O maiya dar pe sabhi sawali
Tumko koi kya dega ma
Tum ho dene wali
Raja dhani kuber tumhare
Dar pe sabhi sawali
O maiya dar pe sabhi sawali
Jag ki sirjhan har tumhi ho


Jag ki sirjhan har tumhi
Ho tu ho palan har
Ma santoshi karti ho
Tum uska beda par
Ho maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Jai ma  jai ma  jai ma  jai ma
Jai ma  jai ma  jai ma  jai ma


Vrat tumhara man ko
Sachi shakti deta mata
Ye vrat karke har ek parani
Darash tumhare pata
O maiya darash tumhare pata
Vrat tumhara man ko
Sachi shakti deta mata
Ye vrat karke har ek parani
Darash tumhare pata
O maiya darash tumhare pata
Vrat tumhara banta maiya


Ha vrat tumhara banta
Sache jivan ka aadhar
Ma santoshi karti ho tum
Uska beda par maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par


Yug yug ki sachai hai
Jo jane ye jag sara
Vrat tumhara andhiyare
Me le aata ujiyara
O maiya le aata ujiyara
Yug yug ki sachai hai
Jo jane ye jag sara
Vrat tumhara andhiyare
Me le aata ujiyara
O maiya le aata ujiyara
Karte hai parnam mata


Karte hai parnam mata tumko barambar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Ho maiya uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par
Vrat tumhara jo kare solah sukarwar
Ma santoshi karti ho tum uska beda par.



Movie/album: Maa Santoshi Maa
Singers: Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Song Lyricists: Abhilash
Music Composer: Vishwajeet
Music Director: Vishwajeet
Music Label: T-Series
Starring: Bhagyashree, Alok Nath, Navin Nischol
Release on: null
1. Who is the music director of the song Vrat Tumhara Jo Kare
Ans: Vrat Tumhara Jo Kare song music director is Vishwajeet
2. Who is/are the singer/singers of the song Vrat Tumhara Jo Kare
Ans: Vrat Tumhara Jo Kare song singers are Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Vrat Tumhara Jo Kare
Ans: Vrat Tumhara Jo Kare song composer is Vishwajeet
4. Who is the Lyricist of the song Vrat Tumhara Jo Kare
Ans: Vrat Tumhara Jo Kare song lyricist is Abhilash
5. What is the movie of the song Vrat Tumhara Jo Kare
Ans: Vrat Tumhara Jo Kare song is from Maa Santoshi Maa
6. Who wrote the song Vrat Tumhara Jo Kare
Ans: Vrat Tumhara Jo Kare song is written by Abhilash

Find other songs in - Maa Santoshi Maa