Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon - Sachai Ki Taqat lyrics | Sachai Ki Taqat - Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon lyrics

Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon is a hindi song from the 1989 movie Sachai Ki Taqat. Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon singers are Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky. Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon lyricist or song writer is Anand Bakshi. Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon features Dharmendra, Govinda, Amrita Singh, Sonam. Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon director is and the producer is . The audio of Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon song was released on null by T-Series. Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon YouTube video song can be watched above.


Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Jawani dhal gayi
Teri abhi tak nojawa main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon


Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Meri ja arsh par hai
Tu meri ja arsh par main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon


Safedi dekh balo ki
Ye jhuriya dekh galo ki
Safedi dekh balo ki
Ye jhuriya dekh galo ki
Umar teri hai pachpan ki
Dila mat yad bachpan ki
Umar teri hai pachpan ki
Dila mat yad bachpan ki
Dikhao kam tum apna
Dikhao kam tum apna
Batao naam tum apna
Batao naam tum apna
Mujhe sab mujhe sab mujhe sab
Nag kehte hai
Mujhe sab mujhe sab mujhe sab
Aag kehte hai
Magar ye aag thandi hai thandi hai
Ye chunri lal lal lal
Ye chunri lal jhandi hai
Ye chunri lal jhandi hai
Nahi mujhe khatra main
Khatre ka nisha hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon


Suno sahib tumhi bole
Ye tala aap hi kholo
Ye tala aap hi kholo
Isi ke pas chabi hai
Magar ye to sharabi hai
Magar ye to sharabi hai
Abhi tak hosh mein hai ye
Magar josh mein hai ye
Magar josh mein hai ye
Hua kya mard bacha hai
Hua kya mard bacha hai
Hato chhodo hato
Chhodo hato chhodo
Hato chhodo ye chhakka hai
Hato chhodo ye chhakka hai
Haye haye hame kisne pukara hai
Ye saki to humara hai
Ye saki to humara hai
Ise tum sath le jao bhari barat le jao
Ise tum sath le jao bhari barat le aao
Isi ki aaj hai shadi
Ye shadi hai ke barbadi
Ye shadi hai ke barbadi
Banegi khub ye jodi


Agar ye hai magar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Ye mahua bada nigoda
Ke mere pichhe dauda
Pahle chuma chata
Mujhe phir isne kata
O meri jan bacho logo vaid bulao
Bada hai ye jahrila
Bichhu nila pila
Bichhu bichhu bichhu bichhu bichhu.



Movie/album: Sachai Ki Taqat
Singers: Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: T-Series
Starring: Dharmendra, Govinda, Amrita Singh, Sonam
Release on: null
1. Who is the music director of the song Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon
Ans: Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon
Ans: Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon song singers are Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky
3. Who is the Composer of the song Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon
Ans: Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon
Ans: Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon
Ans: Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon song is from Sachai Ki Taqat
6. Who wrote the song Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon
Ans: Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Sachai Ki Taqat

1
O Raniji Are O Maharaniji

S. P. Balasubrahmanyam

2
Maine Chaha Tha Tumehein

Alka Yagnik, Amit Kumar

3
Kashi Ko Dekha Nahin

Amit Kumar, Mohammed Aziz

4
Aisa Ab Tak Hua Nahin

Alka Yagnik, Amit Kumar