Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo - Anupama lyrics | Anupama - Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo lyrics

Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo is a hindi song from the 1966 movie Anupama. Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo singer is Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo composer is Hemanta Kumar Mukhopadhyay and Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo lyricist or song writer is Kaifi Azmi. Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo music director is Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo features Dharmendra, Sharmila Tagore, Deven Verma. Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo director is and the producer is . The audio of Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo song was released on 1st January, 1966 by Saregama. Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo YouTube video song can be watched above.


Yaa dil ki suno duniya walo
Yaa mujh ko abhi chup rehne do
Mai gham ko khushi kaise keh
Du jo kehte hain unako kehne do
Yaa dil ki suno duniya walo
Yaa mujh ko abhi chup rehne do
Mai gham ko khushi kaise keh
Du jo kehte hain unako kehne do
Yaa dil ki suno duniya walo


Yeh phul chaman me kaisa khila
Yeh phul chaman me kaisa khila
Mali ki najar me pyar nahi
Hasate huye kya kya dekh liya
Abb behte hain aansu behne do
Yaa dil ki suno duniya walo


Ek khwab khushi kaa dekha nahi
Ek khwab khushi kaa dekha nahi
Dekha jo kabhi toh bhul gaye
Manga huwa tum kuchh de naa
Sake jo tumne diya woh sehne do
Yaa dil ki suno duniya walo


Kya dard kisi kaa lega koyi
Kya dard kisi kaa lega koyi
Itna toh kisi me dard nahi
Behte huye aansu aur bahen
Abb aisi tasalli rehne do
Yaa dil ki suno duniya walo yaa
Mujh ko abhi chup rehne do
Mai gham ko khushi kaise keh
Du jo kehte hain unako kehne do
Yaa dil ki suno duniya walo.Movie/album: Anupama
Singers: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Song Lyricists: Kaifi Azmi
Music Composer: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Director: Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Sharmila Tagore, Deven Verma
Release on: 1st January, 1966
1. Who is the music director of the song Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo
Ans: Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo song music director is Hemanta Kumar Mukhopadhyay
2. Who is/are the singer/singers of the song Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo
Ans: Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo song singer is Hemanta Kumar Mukhopadhyay
3. Who is the Composer of the song Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo
Ans: Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo song composer is Hemanta Kumar Mukhopadhyay
4. Who is the Lyricist of the song Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo
Ans: Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo song lyricist is Kaifi Azmi
5. What is the movie of the song Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo
Ans: Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo song is from Anupama
6. Who wrote the song Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo
Ans: Yaa Dil Ki Suno Duniya Walo song is written by Kaifi Azmi

Find other songs in - Anupama

1
2
Bheegi Bheegi Faza

Asha Bhosle

4
Dhire Dhire Machal Aye

Lata Mangeshkar