Yaad Aa Rahi Hai - 2 October lyrics | 2 October - Yaad Aa Rahi Hai lyrics

Yaad Aa Rahi Hai is a hindi song from the 2003 movie 2 October. Yaad Aa Rahi Hai singer is Vinod Rathod. Yaad Aa Rahi Hai composer is A.K. Vyas and Yaad Aa Rahi Hai lyricist or song writer is Sunil Jha. Yaad Aa Rahi Hai music director is A.K. Vyas. Yaad Aa Rahi Hai features Ashutosh Rana, Karan Abhyankarm Saadhika, Sharat Saxena, Bhau, Rocky Verma. Yaad Aa Rahi Hai director is and the producer is . The audio of Yaad Aa Rahi Hai song was released on 12th May, 2003 by Saregama. Yaad Aa Rahi Hai YouTube video song can be watched above.


Uu zuu zuu zuu zuu
Yaad aa rahi hain wo baaten
Yaad aa raha hai wo din
Haan yaad aa rahi hain wo baatin
Yaad aa raha hai wo din
Kahaan doston kaa zamana
Kahaan ye tanhaai ke din


Ab tak hain yaad mujhako
Wo mauj mastiyon ke palchhin
Wo hasna khilkhilana
Wo pyaar mohabbat wale din
Ab tak hain yaad mujhako
Wo mauj mastiyon ke palchhin
Wo hasna khilkhilana
Wo pyaar mohabbat wale din
Yaad aa rahi hain wo baaten
Haan yaad aa raha hai wo din
He ab tak hain yaad
Pyaar mohabbat wale din
Ab tak hain yaad
Pyaar mohabbat wale din
Yaad aa rahi hain wo baaten
Yaad aa raha hai wo din


Raahon mein unase
Jab bhi mile ham
Honthon pe ek naam aaya
Aa raahon mein unase
Jab bhi mile ham
Honthon pe ek naam aaya
Aksar abhi bhi ham dekhate hain
Chaaron taraf wo hi saya
He ab tak hain yaad
Pyaar mohabbat wale din
Ab tak hain yaad
Pyaar mohabbat wale din
Yaad aa rahi hain wo
Baaten yaad aa raha hai wo din


Dhadakaa mera dil
Jab bhi akelaa samjha
Main jaise wo aai
Ho o o dhadakaa mera dil jab bhi
Akelaa samjha main jaise wo aai
Chalataa raha main tanahaa
Safar mein mujhase hui wo paraai
He ab tak hain yaad
Pyaar mohabbat wale din
Ab tak hain yaad pyaar
Mohabbat wale din


Yaad aa rahi hain wo baaten
Yaad aa raha hai wo din
Kahaan doston kaa zamana
Kahaan ye tanhaai ke din
Ab tak hain yaad pyaar
Mohabbat wale din
Ab tak hain yaad pyaar
Mohabbat wale din
Yaad aa rahi hain wo baaten
Yaad aa raha hai wo din.



Movie/album: 2 October
Singers: Vinod Rathod
Song Lyricists: Sunil Jha
Music Composer: A.K. Vyas
Music Director: A.K. Vyas
Music Label: Saregama
Starring: Ashutosh Rana, Karan Abhyankarm Saadhika, Sharat Saxena, Bhau, Rocky Verma
Release on: 12th May, 2003
1. Who is the music director of the song Yaad Aa Rahi Hai
Ans: Yaad Aa Rahi Hai song music director is A.K. Vyas
2. Who is/are the singer/singers of the song Yaad Aa Rahi Hai
Ans: Yaad Aa Rahi Hai song singer is Vinod Rathod
3. Who is the Composer of the song Yaad Aa Rahi Hai
Ans: Yaad Aa Rahi Hai song composer is A.K. Vyas
4. Who is the Lyricist of the song Yaad Aa Rahi Hai
Ans: Yaad Aa Rahi Hai song lyricist is Sunil Jha
5. What is the movie of the song Yaad Aa Rahi Hai
Ans: Yaad Aa Rahi Hai song is from 2 October
6. Who wrote the song Yaad Aa Rahi Hai
Ans: Yaad Aa Rahi Hai song is written by Sunil Jha

Find other songs in - 2 October

1
Chaand Taaron Mein

Sadhana Sargam, Udit Narayan

2
Gori O Gori

Sunidhi Chauhan