Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter - Dushmani lyrics | Dushmani - Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter lyrics

Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter is a hindi song from the 2002 movie Dushmani. Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter singers are Khamosh, Pamela Jain, Udit Narayan. Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter composer is Nikhil, Vinay and Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter lyricist or song writer is Vinay Bihari. Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter music director is Nikhil, Vinay. Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter features Mithun Chakraborty, Armaan Kohli, Faisal Khan, Puru Raajkumar. Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter director is and the producer is . The audio of Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter song was released on 1st January, 2002 by T-Series. Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter YouTube video song can be watched above.


Are shadi banaras ka ladu hai
Ajee baat kahu samjhay
Khay wala pachhtate hai
Jo na khay oho pachhtay
Subah shyam kehta hu love you
Love you main has kar
Subah shyam kehta hu love you
Love you main has kar
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere saale ki sister
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere saale ki sister
Koi dhaam nahi mere liye
Ghar wali se badh kar
Koi dhaam nahi mere liye
Ghar wali se badh kar
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere saale ki sister
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere sale ki sister


Sare saher mein rop jamau
Ghar wapas jab aau
Shayad malum nahi kisi ko
Main hi chhay banau
Sare saher mein rop jamau
Ghar wapas jab aau
Shayad malum nahi kisi ko
Main hi chhay banau
Chay pila ke duty karne jata hu daftar
Chay pila ke duty karne jata hu daftar
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere saale ki sister
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere sale ki sister
Koi dhaam nahi mere liye
Ghar wali se badh kar
Koi dhaam nahi mere liye
Ghar wali se badh kar
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere saale ki sister
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere sale ki sister


Iss mehfil mein bolu inki
Jabse hui hai shadi
Dekh raha hu yaaro inki
Lut gayi hai azaadi
Iss mehfil mein bolu inki
Jabse hui hai shadi
Dekh raha hu yaaro inki
Lut gayi hai azaadi
Ghar mein bhigi billi
Bahar banta hu afsar
Ghar mein bhigi billi
Bahar banta hu afsar
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere saale ki sister
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere sale ki sister


Suniye jee kyu sab ke
Samne karte meri shikayat
Main badnam ho jaungi
Bas kariye humpe inayat
Bas kariye humpe inayat
Bas kariye humpe inayat
Duniya wale jo samjhe
Hu biwi ka naukar
Duniya wale jo samjhe
Hu biwi ka naukar
Ye hai mere ye hai mere
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere saale ki sister
Ye hai mere sasure ki daughter
Yeh hai mere sale ki sister
Main hu aap ki biwi hai jee
Aap mere sauhar
Main hu aap ki biwi hai jee
Aap mere sauhar
Na kahiye jee khud ko naukar
Aap hai iss dil ke dilbar
Na kahiye jee khud ko naukar
Aap hai iss dil ke dilbar
Aap ghar mein bhi offiser
Aap bahar bhi offiser
Aap ghar mein bhi officer
Aap bahar bhi officer.



Movie/album: Dushmani
Singers: Khamosh, Pamela Jain, Udit Narayan
Song Lyricists: Vinay Bihari
Music Composer: Nikhil, Vinay
Music Director: Nikhil, Vinay
Music Label: T-Series
Starring: Mithun Chakraborty, Armaan Kohli, Faisal Khan, Puru Raajkumar
Release on: 1st January, 2002
1. Who is the music director of the song Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter
Ans: Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter song music director is Nikhil, Vinay
2. Who is/are the singer/singers of the song Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter
Ans: Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter song singers are Khamosh, Pamela Jain, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter
Ans: Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter song composer is Nikhil, Vinay
4. Who is the Lyricist of the song Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter
Ans: Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter song lyricist is Vinay Bihari
5. What is the movie of the song Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter
Ans: Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter song is from Dushmani
6. Who wrote the song Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter
Ans: Ye Hai Mere Sasure Ki Daughter song is written by Vinay Bihari

Find other songs in - Dushmani

1
Main Mast Malang

Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan

2
Teri Aashiqui Mein

Anuradha Paudwal, Udit Narayan

3
Lehnge Se Lage Hawa

Sushma Shrestha (Poornima)

4
Deewangi Hamari

Abhijeet Bhattacharya, Anuradha Paudwal