Aaj Ki Raat - Jugnu lyrics | Jugnu - Aaj Ki Raat lyrics

Aaj Ki Raat is a hindi song from the 1947 movie Jugnu. Aaj Ki Raat singer is Noor Jehan. Aaj Ki Raat composer is Feroz Nizami and Aaj Ki Raat lyricist or song writer is Asghar Sarhadi. Aaj Ki Raat music director is Feroz Nizami. Aaj Ki Raat features Dilip Kumar, Noorjehan, Shashikala. Aaj Ki Raat director is and the producer is . The audio of Aaj Ki Raat song was released on null by Saregama. Aaj Ki Raat YouTube video song can be watched above.


Aaj ki raat
Aaj ki raat saaz e dard na chhed


Qaul ulfat kaa jo
Hanste huwe taron ne suna
Band kaliyon ne sunnaa
Mast baharon ne suna
Sab se chup kar jise doon
Prem ke maron ne suna
Khwab ki baat samajh
Is ko haqiqat na bana
Aaj ki raat saaze
Dill e purdard na cher
Aaj ki raat


Ab hai armaanon pe
Chaaye huwe badal kale
Phut kar risane lage hain
Mere dil ke chale
Aankh bhar aaii
Chalakane ko hai ab ye pyale
Muskuraenge
Mere haal pe duniya wale
Aaj ki raat saaz e
Dard na chhed
Aaj ki raat


Bebason par ye sitam
Khub zamane ne kiyaa
Khel khela tha
Mohabbat ka adhura hii raha
Haay taqadiir ki
Taqadiir se pura na huwa
Aise aanii thii judaii
Mujhe maalum na tha
Aaj ki raat saaze dil e
Purdard na chhed
Aaj ki raat.



Movie/album: Jugnu
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Asghar Sarhadi
Music Composer: Feroz Nizami
Music Director: Feroz Nizami
Music Label: Saregama
Starring: Dilip Kumar, Noorjehan, Shashikala
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aaj Ki Raat
Ans: Aaj Ki Raat song music director is Feroz Nizami
2. Who is/are the singer/singers of the song Aaj Ki Raat
Ans: Aaj Ki Raat song singer is Noor Jehan
3. Who is the Composer of the song Aaj Ki Raat
Ans: Aaj Ki Raat song composer is Feroz Nizami
4. Who is the Lyricist of the song Aaj Ki Raat
Ans: Aaj Ki Raat song lyricist is Asghar Sarhadi
5. What is the movie of the song Aaj Ki Raat
Ans: Aaj Ki Raat song is from Jugnu
6. Who wrote the song Aaj Ki Raat
Ans: Aaj Ki Raat song is written by Asghar Sarhadi

Find other songs in - Jugnu

2
Desh Ki Pur Kaif Rangeen

Roshan Ara Begum

3
Tum Bhi Bhula Do

Noor Jehan

4
5
Woh Apani Yaad Dilaane Ko

Chorus, Mohammed Rafi

6
8
Yahaan Badala Wafa Ka

Mohammed Rafi, Noor Jehan

9
Deep Diwali Ke Jhuthe

Kishore Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)

10
Jab Baagon Mein Jugnu

Lata Mangeshkar

11
Pyar Ke Iss Khel Mein

Kishore Kumar

12
Khel Mere Sang Kiya

Lata Mangeshkar

13
Jaane Kya Pilaya Tune

Lata Mangeshkar

14
Gir Gaya Jhumaka

Kishore Kumar, Lata Mangeshkar